Posts

Showing posts with the label Rehan Azmi Dr. Rehan Azmi Great SCHOLAR AND POET

Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Hum garibon ka faqat hai aasra maula raza. (a.s.) | Munajat Imam e Reza AS | Lyrics

*Hum garibon ka faqat hai aasra maula raza.* (a.s.) *Bismillah hirrehmaan nirraheem* Likh rahaa hoon my qaseeda aapka maula Raza Mushkilo ko taaldo mushkil kusha maula Raza Jab sajaayi koi mehfil aapki Maula Raza Mera Ghar bhi misl e Jannat bangaya maula Raza Jo mareez e laadawaa hai sabko dey deejey shifaa Darr pey aakar maangtey hai hum dua maula Raza Rizq rozii kaamiyaabi Deen dunya aur shifaa Aapke darbaar se sab Kuch milaa maula Raza Saari dunya ke ameero ko paseena aagaya Dekhkar Mash'had mey rauza aapka maula Raza Har azadar e Husain ibn e Ali ke waastey raat din rehta Hai tera darr khulaa maula Raza Baab e toosii se gaya andar to dil kehney lagaa Ye jinaa hai yaa ke rauza aapka maula Raza Husn par uskey zuleyqa kyu na gash khaatii bhalaa Husn e yousuf asl hai sadqa tera maula Raza Jabke kun kehney se hi jaan aagayi hai Sher mey Kyu kahuu na aapko sher e qudaa Maula Raza ? Har ghadi mehwey ziyaarat sirf insaa'n hi nahi Aapke rauzey pey hai sab ambiyaa maula Raza Inka wa...

What is Eid E Zehra | Eid E Shuja | Why Shia Celebrate It??? | 9 Rabi Ul Awwal 2022/1444

Image
Eid-E-Zehra or Eid-E-Shuja Celebration (Eid-E-Zahra): The extraordinary two-month period of Azadari (mourning) reaches its climax with the death of our 11th Imam, Imam Hassan Askari (as) on the 8th of Rabi al-Awwal. The day that follows, according to tradition, is the greatest Eid (celebration) for the lovers of the Ahlul Bayt (as). Known as Eid-E-Zehra, this day honours the daughter of Prophet Muhammad (peace be upon him and his family) as a day of great joy and happiness for the believers. As we recall, this past 70-day period has seen the commemoration of the martyrdom of no less than six infallible - Holy Prophet Muhammad, Imam Hassan, Imam Hussain, Imam Sajjad, Imam Raza and Imam Askari (peace be upon all of them). In addition, we also have marked the death of other personalities such as Hazrat Abbas, Bibi Masuma-E-Qum (Masooma-E-Qum) and the companions and friends of the Imam Hussain (as) on the plains of Karbala (Kerbala). Finally, after such a period of sorrow, we remove the bl...

Jashn e Amad E Rasul | 12 Rabi Ul Awwal ta 17 Rabi Al Awwal | Wiladat Tajdare Ambiya | Sarkare Do Alam | Hazrat Mohammad Saww | Manqabat | Lyrics

Sardar-e-malak ke bhi hain sardaar mohammad (s) kul ambiya k sayyad-o-mukhtaar mohammad (s) Paigham-e-ilaahi k wafadaar mohammad (s) Aur shah-e-karbala k azaadaar mohammad (s) .....Inki barabari ki jo koshish bhi karega .....Dozaq milega usko wo be maut marega Hasil hai inko aala sharaf sath me nisbat Khaliq ne banaya hai sarasar inhey rahmat Hasil kisi ko aisa martabaa naa ye azmat Jitney bhi Ambiya hai unhey insey hai ulfat ........Allaah inko aour ye Allaah ko pasand ........Firdous inkey dushmano k wastey hai band Meraj usney dekey inhey wo sharaf diya Jissey na musharraf tha koi aur ambiya Kul ambiya se inkey waastey halaf liya har rijs-o-najasat ko insey bartaraf kiya .....Mahboob is qadar hai k habeeb(s) pukara .....Har Ashiqu-e-Nabi ka phir naseeb sawara Har ambiya k dil ka hain eemaan mustafa (s) Shan-e-uloohiyat ki bhi pahchaan mustafa (s) Kul kaayenaat aap par qurbaan mustafa (s) Haider(a) ki shaan Fatema (s) ki jaan mustafa (s) .Sajdey me sar Rasool(s) ka aur pusht par Husa...

Eid E Zehra Manqabat | Best Eid E Zehra Qaseeda | Eid E Zehra Ki Shayari | Lyrics

 اَللّٰهُمَّ الْعَنْ قٰاتِلِى فَاطِمَة الزَّهرَاء (ص) 1) Best Two Lines Ashaar  Janabe Fatema Zahra (sa) Jaha Hota Hai Tere Katilo Ka Tazkerah Zahra (sa) Tabarre Ke Liye Hum Ko Lahu Majbur Karta Hai !   Is baat par Khuda ki tarah se yaqeen hai, Dil Fatima ka jisne dukhaya laeen hai. Haqqe zahra (s)ke mukhalif se mohabbat main karun Mujhko to Bar Umar Lanat mein maza aata hai    Zehra (s)ka ghar jalaya tha jis laanati ne aag se , Showlo me uske jal gaya khaimaa husain (a) kaa.   Dawa To bahut Hai Tere Ishq E Rasul (saw) Ke, Firr Kyu Tujhe Pasand Hai Katil Butool (sa) Ke.    Zehra (s.a.) ke dushmano ke muqaddar se khauf khaa,  Dozakh bhi unke jurm ki poori sazaa nahi .   Wo kitney badnaseeb hain jinke wajood per Karti rahi BATOOL(sa) shikayet Namaaz mein.   Bughz_ZEHRA (s) K Sath Na Kiya Kar Naaz Apni Ibaadaton Per. Mehshar Mein Hazaar SAJDON Ko Kha Jaaye Gi Aik Shikayat   BATOOL (S.A) Ki..     Jis Jism Pe Adawate ...