Posts

Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Ali Ya Ali Haider - Mir Hasan Mir (2021) Lyrics

Ya.. Ya Ali Na resad agar.. Na resad agar, be ali kesi be kuja rawad, be kuja resad be khuda qasam, ke agar kesi be ali rasad, be khuda resad Ali ya ali, haider haider Ali ya ali, haider haider Ali ya ali, haider haider Ali ya ali, haider haider Mehwar e arsh e aala ali.. Ya Ali Illat e khilqat e maa ali.. Ya Ali Na khuda, na bashar, na malak taa abad, yek muamma ali abu turab.. Ali abal hasan ali khuda nawesht.. Ali ru qalb e mann ali ameeram e musallaman ali tu ee illat e khilqat ee jahaan tu ee dar zameen raaz hai aasmaan tu ee baaes e izzat e shia yaan shud e naam e to rooh o rukne azaan kesi just o neest fatehe khaibar Ali ya ali, ya ali.. haider Ali ya ali, haider haider Ali ya ali, haider haider Ali ya ali, haider haider Ali ya ali, haider haider La fatah shah e mardaa'n ali.. Ya Ali Mahram e raaz e yazdaa'n ali.. Ya Ali Aayatein keh rahi hai dam ba dam.. Ya Ali Nuqta e baa e quraa'n ali kaha ali.. Ali suna ali ali dawa ali.. ali shifa ali ali ataa ali.. ali jaza ali...

Qasim e Ibn e Hasan Hoon Lyrics - Mir Hasan Mir (2022)

Jo Hai Waqar Muttalabi Khandan Ka. Tum Ko Suna Raha Hoon Rajaz Oss Jawan Ka. 1- Qasim Hoon Karwan-e-Shujat Ka Mir Hoon. Dono Jahan Mein Aap Hi Apni Nazeer Hoon. Har Khaibari Mahaz Ka Main Qalageer Hoon. Talwar Ka Dhani Hoon Qalam Ka Ameer Hoon. Seene Mein Dil Hai Fatah-e-Badar-o-Hunain Ka. Beta Hasan Ka Hoon Tu Sipahi Hussain Ka. 2- Zahra-o-Mustafa-o-Ali-o-Hasan Hussain. Sajjad Our Baqir-o-Jafar Dilon Ke Chain. Kazim Raza Taqi-o-Naqi Haq Ki Zaib-o-Zain. Our Askari-o-Mehdi-e-Dein Jan-e-Mashreqain. Awwal Se Taba Sakin-e-Khizra Ka Aaina. Hum Terhwin Baras Mein Hain Chodah Ka Aaina. 3- Sar Par Hai Khood-e-Nad-e-Ali Fatha Ki Kaleed. Pehne Hoye Hain Jism Pe Hum Zirrah-e-Al-Hadeed. Kartay Hain Ran Mein Waqt-e-Waga Hamla-e-Shadeed. Woh Taig Hain Keh Jis Ka Niwala Hai Har Yazid. Patka Kamar Mein Hai Shah-e-Aali Sifaat Ka. Taweez Bazoon Pe Hai Baba Ke Hath Ka. 4- Yaad-e-Shahadat-e-Shuhda Hai Hamarey Sath. Farzand-e-Fatima Ki Wila Hai Hamarey Sath. Ik Gham Naseeb Maa Ki Dua Hai Hamarey Sath. Hum ...

Khandaq Ka Waqiya ( Jang E Khandaq) - Mir Hasan Mir (2022) Lyrics

Khandaq ka Waqiya Lyrics Haider Ki Zulfiqar Ke Johar Dikhaon Ga. Khundak Na Khaein Aap Main Khandaq Sunaon Ga. 1- Khandaq Mein Dekhney Ko Musalman They Bohat. Zahir Mein Sab Rasool Pe Qurban They Bohat. Waisay Tu Woh Nabi Ke Nigehban They Bohat. Bas Ibn-e-Abad-e-Wod Se Pareshan They Bohat. Hanstay They Unn Ko Dekh Ke Kuffar Mauj Mein. Kuch They Ohad Ke Bhagney Walay Bhi Foaj Mein. 2- Lashkar Mein Aisay Mard Bhi Aaye They Be Misal. Aata Tha Sirf Khaimay Ke Andar Unhein Jalal Kartay They Yaad Dil Mein Woh Jang-e-Ohad Ka Haal..Bhagay They Aisay Sansein Abhi Tak Na Thin Bahaal. Iss Bar Tu Ajeeb Hai Aafat Pari Hoi. Pichey Hai Khayi Aagay Hai Khandaq Khudi Hoi. 3- Kehte They Dil Hi Dil Mein Woh Salman Ko Bura. Oss Ne Hamarey Sath Yeh Acha Nahi Kiya. Kyun Mashwara Rasool Ko Khandaq Ka De Diya. Ajmi Ne Inteqam Yeh Arbon Se Le Liya. Sarkar Ne Suni Nahi Aakhir Kissi Ki Baat. Phir Aaj Baton Baton Mein Rakh Li Ossi Ki Baat. 4- Guzrey Hain Chaar Saal Hi Iss Baat Ko Abhi. Laye They Pehli Bar Issay B...

Hussain Bismillah Lyrics - Mir Hasan Mir (2022)

Mustafa Keh Rahe Hain.   Awsiya Keh Rahe Hain.   Anbiya Keh Rahe Hain.   Murtaza Keh Rahe Hain.   Keh Raha Hai Yehi Khana-e-Kibriya.     Zameen Pe Aaiye Maula. - Hussain Bismillah   Hain Intezar Mein Zahra. - Hussain Bismillah     1. Zameen Ke Zarron Ko Sadrash Ke Toor Kar Maula.   Hai Aaj Teesri Shabaan Zahoor Kar Maula.   Pukarta Hai Madina Hussain Bismillah.     2. Bacha Lo Qehar Se Mar Jaye Ga Yeh Bechara.   Paron Ko Dekh Ke Fitrus Ke Mustafa Ne Kaha.   Mareez Hai Yeh Tumhara Hussain Bismillah.     3. Hussain La Se Hai Deta Daleel Illallah .   Hussain Khon-e-Ali Hai Hussain Sarallah .   Hussain Suron Ka Surah Hussain Bismillah.     4. Tamam Anbiya Zainab Ki Kar Rahe They Sana.   Woh Sare Thak Gaye Jab Phir Yeh Fatima Ne Kaha.   Parho Behan Ka Qaseeda Hussain Bismillah.     5. Nikal Ke Ran Mein Pukari Yeh Zulfiqar-e-Ali.   Dikha Do Aaj Zama...