Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Hussain Bismillah Lyrics - Mir Hasan Mir (2022)

Mustafa Keh Rahe Hain. 

Awsiya Keh Rahe Hain. 
Anbiya Keh Rahe Hain. 
Murtaza Keh Rahe Hain. 

Keh Raha Hai Yehi Khana-e-Kibriya. 
 
Zameen Pe Aaiye Maula. - Hussain Bismillah 
Hain Intezar Mein Zahra. - Hussain Bismillah 
 
1. Zameen Ke Zarron Ko Sadrash Ke Toor Kar Maula. 
Hai Aaj Teesri Shabaan Zahoor Kar Maula. 
Pukarta Hai Madina Hussain Bismillah. 
 
2. Bacha Lo Qehar Se Mar Jaye Ga Yeh Bechara. 
Paron Ko Dekh Ke Fitrus Ke Mustafa Ne Kaha. 
Mareez Hai Yeh Tumhara Hussain Bismillah. 
 
3. Hussain La Se Hai Deta Daleel Illallah. 
Hussain Khon-e-Ali Hai Hussain Sarallah. 
Hussain Suron Ka Surah Hussain Bismillah. 
 
4. Tamam Anbiya Zainab Ki Kar Rahe They Sana. 
Woh Sare Thak Gaye Jab Phir Yeh Fatima Ne Kaha. 
Parho Behan Ka Qaseeda Hussain Bismillah. 
 
5. Nikal Ke Ran Mein Pukari Yeh Zulfiqar-e-Ali. 
Dikha Do Aaj Zamane Ko Ikhteyar-e-Ali. 
Badal Do Jang Ka Naqsha Hussain Bismillah. 
 
6. Zaban Band Ho Sab Ki Jo Meri Baat Khulay. 
Mere Bhi Qalb Pe Raz-e-Muqateaat Khulay. 
Parha Dein Bas Mujhe Maula Hussain Bismillah. 
 
7. Yeh Hath Mar Ke Seene Pe Matami Ne Kaha. 
Ghareeb Khane Mein Tashreef Laiye Maula. 
Khula Hai Dil Ka Dareecha Hussain Bismillah. 
 
8. Na Ro Habib Ki Madar Kareem Hai Maula. 
Abhi Yeh Dekhna Al-Hamd Parhta Uthay Ga. 
Jab Iss Se Aa Ke Kahey Ga Hussain Bismillah. 
 
9. Yeh Murtajiz Ne Kaha Chor Kar Na Jaon Ga. 
Qasam Saeed Ki Main Sare Teer Khaon Ga. 
Karo Tum Aakhri Sajdah Hussain Bismillah. 
 
10. Yeh Baat Karb-o-Bala Aa Ke Zahra Bolein Gi. 
Jahan Niyam Mein Talwar Tum Ne Rakhi Thi. 
Wahin Se Phir Karo Hamla Hussain Bismillah. 
 
11. Yeh Haadson Se Hamesha Tumhein Bachaye Ga. 
Laga Lo Ghar Pe TAKALLUM Yeh Kam Aaye Ga. 
Bara Haseen Hai Togra Hussain Bismillah. 

 



Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. Humanity is nothing without Karbala. All Noha, Marsiya, Salam, Shayari, Sher, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2022. Find your favourite Noha, Marsiya, Manqabat, Qasida, Soz, Salam Lyrics. If not find the Lyrics Just Inform Us by Commenting on Any of the Previously Uploaded Lyrics and we will upload the same for you.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics