Posts

Showing posts from March, 2022

Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Qasida Maula Asghar As

Ajab kashish thi jhalak me uski  Usi ko sab dekhe ja rahe the  Inhe Jo aaye the qatl karne  Inhi pe ansu baha rahe the Kam uska sin tha magar Lade wo Wo jisko bachcha bata rahe the  Gulu pe uski laga tha khanjar Magar sitam ko hara rahe the  Abhi to chalna nahi tha seekha  Abhi se dhulein chata rahe the Jo dekha ran me ali ne ladte  To peeth ko thapthapa rahe the Gulab inke haseen Rukh se  Le khushboo mahke hi ja rahe the Qadam uthaya nahi tha fr bhi Sitam ko ankhe dikha rahe the Inhi pe sab ambiya farishte  Durood bheje hi ja rahe the  Kahu na kyu kar ali ka pota Wo fauj puri rula rahe the  Yahi wo hain jinka Roz jhula  Husain o akbar jhula rahe the  Abhi to sin bhi nahi tha inka  Jo nam mahzar me aa rahe the  Husain jinke the Bose dete  Unhe hi sab mare ja rahe the "Ikram" Abbas inko har din Fatah ke qisse suna rahe the Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 140...

Aye Musafir Lyrics | Nadeem Sarwar Noha | Moharram | Karbala

ALWIDA ALWIDA ALWIDA.....X2 AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA ALWIDA ALWIDA ALWIDA.....X2 AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA 1. BOLI ZAINAB AY MERE MAA JAYE YE KYA HAAL HAI KAISE PEHCHANU TERA LASHA BOHOT PAMAAL HAI AAH RE ANTA AKHI KYAA HAI TU HI BHAIYYAA MERA MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA 2. KYA TUM HI HO IBNE ZAHRA KYAA TUMHI IBNE ALI KYA TUMHI BHAI HASSAN KE AUR JAANE ZAINABI AY GULE BAAGH E MOHAMMAD HAAL YE KYA HOGAYA MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA 3. NA RAHI NALAYN NA MALBOOS NA DASTAAR HAY AY GHAREEB E FATIMA TU KHULD KA SARDAAR HAI AY TANE URYAAN TERA TO AAJ SAB KUCH LUT GAYA MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU K...

Alam Hamara Lyrics | Nadeem Sarwar Noha | Moharram | Karbala

ALAM HAMARA HAI YE JO PANJA HAI EK BULANDI PAR.....X2 HAI YE SHANE ALAM SARE MANZAR SAR BULANDI KA EK ISHARA HAIYE JO MASHKIZA E SAKINA HAIPYAASE BACHO'N KA YE SAFINA HAI ASHIQO N SAAYA E DUA ME CHALOHAAN CHALO BAZME BAWAFA ME CHALO AAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X3 AAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X4 HAR AZADAAR KA SAHAARA HAI AAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X2 1. AY AZADARO KHUSH NASEEB HAI HUM AAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X3 AY AZADARO KHUSH NASEEB HAI HUM.....X3 HUMKO SHABBIR NE PUKARA HAI AAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X2 2. MERI TAREEKH HAI AZADARI.....X3 MERI MAJLIS BHI EK IDAARA HA IAAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X2 3. HAI GAWAHI YAHI JULOOS E AZAA.....X3 KAUN JEETA HAI KAUN HAARA HAI AAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X2 4. AUR IS KA MAQTAL MEIN FAISLA HOGA.....X3 HURR HAMARA HAI YA TUMHARA HAI AAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X2 5. MUKHTALIF HAI SABHI SHAHEED MAGAR.....X3 EK HI SABKA ISTEKHARA HAI AAJ BHI YE ALAM HAMARA HAI.....X2 6. BAAD E TAKBEER AUR RISALAT KE.....X3 MERI PEH...

Bismillah Lyrics | Nadeem Sarwar Noha | Moharram | Karbala

BISMILLAH E NOOR E KHUDA BISMILLAH E SHAMS UZ ZUHAA BISMILLAH E AIN UL YAQEEN YABNA AMEER UL MOMINEEN…..X4 AY YAAR E MAN AY YAAR E MAN AY DILBAR O DEEDAR E MAN AY SYED-O-SARDAR E MAN AY REHBAR O SALAAR E MAN ALI…..X6 AY YAAR E MAN AY YAAR E MAN AY DILBAR O DEEDAR E MAN AY SYED-O-SARDAR E MAN AY REHBAR O SALAAR E MAN ALI…..X6 1. AY NAAZ E MAN DASTAR E MAN AY MEHRAM O GHAM KHUAAR E MAN AY MAALIK O MUKHTAR E MAN AY HAZRAT E SULTAN E MAN ALI…..X6 BISMILLAH E NOOR E KHUDA BISMILLAH E SHAMS UZ ZUHAA BISMILLAH E AIN UL YAQEEN YABNA AMEER UL MOMINEEN…..X3 SAARALLAH ABA ABDILLAH…..X2 SAARALLAH ABA ABDILLAH…..X2 BISMILLAH E NOOR E KHUDA BISMILLAH E SHAMS UZ ZUHAA 2. AY MURSHAD E MANN E WALI MOLA HUSSAIN IBNE ALI AY AASHIQON KI AAGAHI RASM E WAFA TUJH SE CHALI PAHUNCHA JO MAIN TERI GALI QADMON SE PAISHANI MALI APNI KHABAR BHI NA RAHI AY MEHWAR E EMAAN E MAN…..X2 BISMILLAH E NOOR E KHUDA BISMILLAH E SHAMS UZ ZUHAA BISMILLAH E AIN UL YAQEEN YABNA AMEER UL MOMINEEN…..X3 3. MAIN NOHA KHUWAN TERE LIYE...

Ae Shaheedo Ae Haider Ke Pyaro Tumko Zehra Dua De Rahi Hai Mir Hasan Mir Manqabat

Fasl e gul Hai ab jahaa mey aye shaheedo tum kahaa ho Taazgii Hai gulsitaa mey aye shaheedo tum kahaa ho Sabz o quraa'n dasht e dunya Hai tumhaarey ghum mey giryaa Bulbuley shaaq e gulistaa roro kehtey Hai ye har aa'n Merey phoolo merey guncho aye shaheedo tum kahaa ho Chalkey raah e haqq pey tum ney kaam aisa kar dikhaaya  Shohdaa e karbala se apney waado ko nibhaaya Aye jawaano ahd saazo aye shaheedo tum kahaa ho Pursa daar e karbala they raunaq e farsh e aza they Aashiq e qaak e shifaa they saajid e rabb e ulaa they Shaahedee par roney waalo aye shaheedo tum kahaa ho Tum julooso mey aza ke chalney waaley aagey aagey Sogwaaro ko bachaakar sehgaye qudd bum dhamaakey Raah e haqq ke jaanisaaro aye shaheedo tum kahaa ho Tum muazzim tum musalli qalb e momin ki tasalli Tum dua e sayyada ki har zamaaney mey tajalli Ismato ke paasdaaro aye shaheedo tum kahaa ho Bin tumhaarey kya bahaarey kaisey nagmey kya taraaney Chashm namm Hai labb pey aahey hum milengey kab na jaaney Paas apney a...