Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Aye Musafir Lyrics | Nadeem Sarwar Noha | Moharram | Karbala

ALWIDA ALWIDA ALWIDA.....X2

AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA
MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA
ALWIDA ALWIDA ALWIDA.....X2
AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA
MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA

1.

BOLI ZAINAB AY MERE MAA JAYE YE KYA HAAL HAI
KAISE PEHCHANU TERA LASHA BOHOT PAMAAL HAI
AAH RE ANTA AKHI KYAA HAI TU HI BHAIYYAA MERA
MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA
AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA
MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA


2.

KYA TUM HI HO IBNE ZAHRA KYAA TUMHI IBNE ALI
KYA TUMHI BHAI HASSAN KE AUR JAANE ZAINABI
AY GULE BAAGH E MOHAMMAD HAAL YE KYA HOGAYA
MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA
AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA
MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA


3.

NA RAHI NALAYN NA MALBOOS NA DASTAAR HAY
AY GHAREEB E FATIMA TU KHULD KA SARDAAR HAI
AY TANE URYAAN TERA TO AAJ SAB KUCH LUT GAYA
MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA
AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA
MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA

 

4.

MAI RASAN BASTAA CHALI WAADA NIBHAANE KE LIYE
GHAR ME QAATIL KE TERI MASNAD BICHAANE KE LIYE
KAL YAHI MASNAD BANA DUNGI TERI FARSHE AZAA
MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA
AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA
MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA


5.

BHAI AMMA AUR NANA KA PADAR KAA WAASTAA
BAAT KAR MUJH SE BARADAR KHOLDEY AANKHEIN ZARAA
DEKH TO CHAHRA BEHAN KA KIS QADAR MURJHAA GAYA
MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA
AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA
MAI MUSAFIR SHAAM KI HUN DUSHMANO MEIN BERIDA

6.

LAASHA E BESAR TADAP KAR YE SADA DENE LAGA
AYE BEHAN WAADAA NIBHAKE MAI TO MAQTAL SE CHALA
THI SADAA REHAN O SARWAR HAYE KHWAHAR ALWIDA
MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA
AYE MUSAAFIR BE KAFAN TU KHAAK PAR WAA HASRATA MAI MUSAAFIR SHAAM KI HU DUSHMANO MEIN BE RIDA
ALWIDA ALWIDA ALWIDA...


Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics