Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Ae Shaheedo Ae Haider Ke Pyaro Tumko Zehra Dua De Rahi Hai Mir Hasan Mir Manqabat



Fasl e gul Hai ab jahaa mey aye shaheedo tum kahaa ho
Taazgii Hai gulsitaa mey aye shaheedo tum kahaa ho

Sabz o quraa'n dasht e dunya Hai tumhaarey ghum mey giryaa
Bulbuley shaaq e gulistaa roro kehtey Hai ye har aa'n

Merey phoolo merey guncho aye shaheedo tum kahaa ho

Chalkey raah e haqq pey tum ney kaam aisa kar dikhaaya 
Shohdaa e karbala se apney waado ko nibhaaya

Aye jawaano ahd saazo aye shaheedo tum kahaa ho

Pursa daar e karbala they raunaq e farsh e aza they
Aashiq e qaak e shifaa they saajid e rabb e ulaa they

Shaahedee par roney waalo aye shaheedo tum kahaa ho

Tum julooso mey aza ke chalney waaley aagey aagey
Sogwaaro ko bachaakar sehgaye qudd bum dhamaakey

Raah e haqq ke jaanisaaro aye shaheedo tum kahaa ho

Tum muazzim tum musalli qalb e momin ki tasalli
Tum dua e sayyada ki har zamaaney mey tajalli

Ismato ke paasdaaro aye shaheedo tum kahaa ho

Bin tumhaarey kya bahaarey kaisey nagmey kya taraaney
Chashm namm Hai labb pey aahey hum milengey kab na jaaney

Paas apney ab bulaalo aye shaheedo tum jahaa ho


Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics