Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

 Haaye..... 


Haaye Hussaina (As) Haaye Hussaina (As),


Aye Haaye Sakina (Sa) Aye Haaye Sakina (Sa)...


 


Yeh Ruksat-E-Aakhir Hai Pukaare Shahe Wa'aala,


Aye Zainab (Sa) -O-Kulsum (Sa) Rabab (Sa) Aur Ruqayya (Sa),


Tum Sab Pe Salaam Aakhri Allah (S.W.T.) Ko Sau'mpaa,


Lipti Hui Kadmo Se Yeh Kehti Thi Sakina (Sa).


 


Aye Kul Ke Madadgaar Madad Karne Ko Aao,


Yaa Fatema Zehra (S.a) Mere Baba Ko Bachaao …..2


 


Baba Na Kaho Baba, Tum Saath Raho Baba,


Kuch Humse Suno Baba, Aage Na Badho Baba,


Aaram Karo Baba, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar,


Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Khaime Mein Chalo Baba.


 


Aye Kul Ke Madadgaar .....


 


Main Jaan Gayi Baba, Pehchaan Gayi Baba,


Kurbaan Gayi Baba, Talwaron Mein Jaaoge,


Phir Tum Bhi Naa Aaoge, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar,


Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Tum Humko Na Tadpaana.


 


Aye Kul Ke Madadgaar .....


 


Baba Aye Mere Baba, Laazim Hai Agar Jaana,


Yeh Humse Karo Waada, Jab Shab Ka Ho Sannaata,


Aur Meri Sada Sunna, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar,


Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Tum Laut Ke Aa Jana.


 


Aye Kul Ke Madadgaar .....


 


Sheh Bole Sakina (S.A.) Jaan, Sau Jaan Se Main Kurbaan,


Iss Tarah Na Ho Girya, Ek Waada Nibhaana Hai,


Ek Qarz Puraana Hai, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar,


Ba'raaye Yeh Dile Baba, Tum Aaj Dua Karna.


 


Aye Kul Ke Madadgaar .....


 


Pursa Hai Paey Maula (As), Rehan-O-Ali Jee Ka


Karte The Haram Nauha, Sarwar Ne Kaha Beti,


Saa'at Hai Judaai Ki, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar


Ba'raaye Yeh Dile Baba, Maqtal Na Chali Aana

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics