Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI


Waqte Akhir Shahe wala se yah Akbar Ne Kaha mat dikhana Meri Amma ko kaleja Baba
Dekhte hi vo tadap jayegi Mera Chehra mat dikhana Meri Amma ko kaleja Baba


Dekhte hi mere Lashe ko tadap jayegi
Gar kaleja nazar aaega to mar jayegi
Baba Kamzor Hua Karta Hai Dil Har man Ka


Ek Hi Baar Mein maiyat Ko nahin le Jana
Baba thak Jana to lashe ko kahin rakh dena
Baith kar khak per aaram zara kar lena


Jis ghadi khaime me le jaenge maiyat Meri
 EK kohram bapa hoga qayamat Hogi
 Hoga yun khoon mein dooba hua lasha Mera

Rakh ke sine per Mere Hath Kaha Tha Ma ne
Dasht Mein Dhyan kaleje per bhi rakhna bete
Chhid Na jaaye kahin naize Se Tumhara Seena

Jis ghadi man Ki nigahen Ho Mere seene Par
Us Ghadi rakhna kaleje ko aba ke andar
Bus yah kah Dena Ki Ab gesuyon wala Na Raha

Yaad aati hai bahut Fatima sughra Meri
Jaane kis HAL Mein dukhiyari mariza hogi
Kaun Batlaye Use Mar Gaya Bhayya Mera

Yun Mubarak na kisi ma ka muqaddar tute
Ma se Pardes Me Jaise Ali Akbar Chhoote
Gunjti Reh Gayi 'Haider' Ye Sare Dasht Sada


Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics