Posts

Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Syed Farhan Ali Waris | Qasida | Manqabat | Lyrics

 #share#LYRICS  👆✌✊ JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.) 💐👆💐✌💐✊💐👆💐 Kar to liya zulm QALANDAR(r.a.) ki Zameen par Rok saka kon bhala ZIKR E QALANDAR(r.a.) Agli sahar aai to duniya ne yeh dekha Phir wohi Mela Wohi Nobat Wohi Langar Bolo Bolo SAKHI SARDAR QALANDAR(r.a.) MAST ALI(a.s.) ALI(a.s.) ALI(a.s.) JHOOLAY LAL BOLO ALI(a.s.) ALI(a.s.) SOHNRHA LAL BOLO ALI(a.s.) ALI(a.s.) 💐👆💐✌💐✊💐👆💐 Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.) JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.) Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.) LAL QALANDAR(r.a.) LAL QALANDAR(r.a.) MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.) 💐👆💐✌💐✊💐👆💐 (1) Phir se usi shan ka Mela yeh Saja hai Saray SHAHEEDON ka Lahoo Bol raha hai Kehtay hain Saray LABBAIK QALANDAR(r.a.) JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.) Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.) JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.) Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.) LAL QALANDAR(r.a.) LAL QALANDAR(r.a.) MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.) 💐👆💐✌💐✊💐👆💐 (2)...

Zafar e Jinn | Ana Zafar e Jinn | Noha Lyrics

 Noha 2018 2019 Noha Khuwan:Meesum Abbas Noha:Zafar-e-Jin (RA) Ghulam e Fatah e Beerul Alam Main Zafar Hoon Qaum e Jinnat Ka Shah e Ummam Main Zafar Hoon Khaas Mujh Per Hai ALI (ASWS) Ka Karam Main Zafar Hoon Aaj Rota Hoon Magar Thaam Kar Apna Jigar Dasht Main Mara Gaya Mere Aaqa Ka Pisar Hai Ye Afsos Me Mojood Raha  Jaan MAULA (ASWS) Pe Fida Karnasaka Haye Kuch Kar Na Saka… Zafar E Jinn …Suno Main Tum Ko Batata Hoon Waqaya Jo Hua …Roze Ashoor Tha Pehla Hua Tha Raaj Mera …Vo Mere Jashn Ka Din Tha Saja Tha Taaj Mera Do Ghulaamon Ne Mere Aake Kaha Ae Maalik Jiske Baba Ke Sabab Taj Mila Ae Maalik Qatl Hota Hai Jo Malik He Tera Ae Malik Hogaya Hashr Bapa Taj Pairon Me Gira Apne Lashkar Ko Liye Main Chala Karbobala Meri Parwaz...... Meri Parwaaz Hui Shehre Musayyab Pe Tamaam Mujhko Tahad-e-Nazar Aya Nazar Lashkare Shaam Main Barha Agay Ke Miljayen Mujhe Mere IMAM (ASWS) Ruk Gaye Mere Qadam…Ruk Gaye Mere Qadam… Jahan SHABBIR (ASWS) Ko Insanon Ne Tanha Dekha Meri Aankhon Ne Wahan Laa...

Haider e Qarrar | Syed Nadeem Sarwar | Noha Lyrics

 Nadeem Sarwar " Haider e Karrar " Ya Ali a.s Moula Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s (Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s Ya Ali a.s Ya Ali a.s) 2 (Jaan-e-Chaman Tu Sheerin Sukhan Tu Rab Ka Dahan Tu Shah-e-Zaman Tu) 2 (Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s Ya Ali a.s Ya Ali a.s) 2 (Uski Duniya Ghulam Hoti Hai) 2, Jo Ali a.s Ka Ghulam Hota Hay Rang Haider a.s Ka Jis Pe Charh Jaaye, (Uska Mar Kar Bhi) 2 Naam Hota Hay (Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s, Ali a.s Moulana Ya Ali a.s) 2 (Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) 2 Haan, Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s Peero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s Peero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s Shaaho'n Sey Bhi Aala Hain Tere Dar Key Gadagar Kartey Hain Ghulami Teri Duniya Key Sikandar Aala Hain Ameero'n Sey Faqeero'n Ke...

Haider Maula | Haider Maula | Syed Nadeem Raza Sarwar | Noha Lyrics

 Noha 2017-2018 Noha Khuwan:Syed Nadeem Sarwar Noha:Haider Maula HAIDER (ASWS) Maula.. HAIDER (ASWS) Maula....4 Haidariyam Qalandaram Mastam Banda E MURTAZA ALI (ASWS) Hastam Pesh Waye Tamaam Rindaanam Ke Sage .....2 ...... Kue Shere Yazdanam Maste Wilaye Haidaram Dum Hamadam Ya ALI (ASWS) .....2 Tu Jehaze Dilbaram.....2 Dumhamadam Ya Ali HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula—2 Jab Haq Se Karoge Pyaar To Kehna Padta Hai....2 Dil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta Hai HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula ....2 Jab Haq Se Karoge Pyaar To Kehna Padta Hai....2 Noorullah (ASWS) Waliullah (ASWS) Asadullah (ASWS) Aynullah(ASWS) Aayatullahil Uzma Jaanam(ASWS) HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula...3 HAIDER (ASWS) Maula...4 Dooba Jo ALI (ASWS) Ke Jalwo'n Mein Ek Ajab Nazaara Dekha Hai Hubdaar ALI (ASWS) Ke Baithe Hain Har Lab Pe ALI (ASWS) Ka Naara Hai Miqdad, Abuzar Jhoomte Hain Salman Qaside Padhta Hai Sab Jaam Ali Ke Peete Hain Aur SAQIYE KAUSAR (ASWS) Maula Hai Ho Aisa Sakhi Darbaar T...

Dekhte Jana Ali Akbar | Mir Hasan Mir | Noha LYRICS

 Noha 2018 2019 Noha Khuwan:Mir Hasan Mir Noha:Dekhte Jaana Ali Akbar (As) AKBAR...... ALI AKBAR (ASWS)......3 Chala Jo Khai Me Se , Marne RASOOL (SAWS) Jaisa Pisar, To Peeche Peeche Yeh Kehte Hue Chale SARWAR (ASWS) Mud Mud Ke Mujhe Dehte Jaana ALI AKBAR (ASWS).....3 Kutch Der To Jee Le Tera......2..... Baba ALI AKBAR (ASWS) Mud Mud Ke Mujhe Dehte Jaana ALI AKBAR (ASWS).....2 Tum Zeen Gironge To Badal Jaiengi Dunia Makhtal Ki Taraf Kaun Humein Le Ke Chalenga qati (LA) To Bataienge Na .....2.....Rasta ALI AKBAR (ASWS) Mud Mud Ke Mujhe Dehte Jaana ALI AKBAR (ASWS).....2 BEEMAR E MEDINA (SAWS) Ki Khabar Aati Hi Hogi Tum Sat Liye Jaate Ho Beenaie Bhi Meri Main Kaisa Padhunga Khat E.....2..... SUGHRA (SAWS) ALI AKBAR (ASWS) Mud Mud Ke Mujhe Dehte Jaana ALI AKBAR (ASWS).....2 Ho Jaienga Mushkil Mera Aana Mere Beta, Makhtal Mein Kahin Door Na Jaana Mere Beta Ab Mujhse Chala Bhi Nahi, Jaata ALI AKBAR (ASWS) Mud Mud Ke Mujhe Dehte Jaana ALI AKBAR (ASWS).....2 Ehsas Tadapne Ka Hamare Tujhe...

Habeeb Aa Jao | Mir Hasan Mir | Noha | Lyrics

 Noha 2018 2019 Noha khuwan:Mir Hassan Mir  Noha;Habib (AS) Aajaao Yeh Khat Mein SHAH (ASWS) Ne Likha Habib (As) Aajaao.....3 Tumhara Dost Hai Tanha......2...... Habib Aajaao Yeh Khat Mein SHAH (ASWS) Ne Likha Habib (As) Aajaao.....2 Shaheed Kaise Hua Kaise Hua Woh, Bataonge Aakar, Tum Haal E MUSLIM (ASWS) E Bekas Sunaonge Aa Kar, RUKAIYA (SAWS) Taqti Hai Rasta......2..... Habib (As) Aajaao, Lago Is Se Bhi Ehsas Mere Gurbat Ke, Jahan Pe Ibne ALI (ASWS) Likhna Tha Wahan Maine, Diya Hai MAAN (SAWS) Ka Hawala......2...... Habib (As) Aajaao, Bata Raha Tha Ushe Koi , Nahi Hai Mera To Boli SANI E ZEHRA (SAWS), Habib (As) Aayega Hai Usko Tum Pe Bharosa ......2...... Habib (As) Aa Jaao, Woh Jub Yeh Sunti Hai Kufe Se Aa Rahe Hai Shaki, To Poochti Hai Hamara Bhi Aaiyenga Koi, Duaen Dengi SAKINA (SAWS) .....2..... Habib (As) Aajaao, Gawara Kar Nahi Sakti HUSAIN (ASWS) Ki Gairat, Tumhari Zauja Ki Chadar Ko Lootle Umat, Tum Usko Chodh Ke Kufa.....2..... Habib (As) Aajaao, Mujhe Hai Yaad ...

Abbas Teri behno ko bazaar me laaya jaata hai | Noha | Lyrics

 Abbas Teri behno ko bazaar me laaya jaata hai #share-it #like Haye Shaam.....6 Haye ABBAS (ASWS).....6 ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2 Suraj Ne Khule SAr Jisko Ghar Mein Bhi Kabhi Na Dekha ABBAS (ASWS) Wahi Shahzadi Balwe Mein Gai Wawaila ZAINAB (SA) Ki Yahan Aamad Par Darbar SAjaya Jaata Hai ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2 Kis Shan Se Teri Behna Mehmil Me Chali Thi Ghar Se Aur Aaj SAfar Par Nikli To Rah Mein Patthar Barse Be Parda NABI ZADI (SA) Ko Galion Mein Phiraya Jaata Hai ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2 Kya Tujh Se Kahun Aai GAZI (ASWS) Dekhe Hai Yahan Gam Kaise Rahon Me SAKINA (SA) Teri Pani Ke Liye Gar Roye Bacchi Ko Dikha Kar Pani Reti Pe Bahaya Jaata Hai ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2 Be Dard Hai Be Gairat Hai Yeh Shaam Ke Rehne Wale Aankhon Pe Pade Hai Parde Aur Unki Zuban Par Tale Yeh Chup Hai Nabi Zadi (SA) Ko Balwe Mein Ghumaya Jaata Hai ABBAS (ASWS) Teri Behno K...