Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Syed Farhan Ali Waris | Qasida | Manqabat | Lyrics

 #share#LYRICS 

👆✌✊ JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

💐👆💐✌💐✊💐👆💐

Kar to liya zulm QALANDAR(r.a.) ki Zameen par

Rok saka kon bhala ZIKR E QALANDAR(r.a.)

Agli sahar aai to duniya ne yeh dekha

Phir wohi Mela Wohi Nobat Wohi Langar

Bolo Bolo SAKHI SARDAR QALANDAR(r.a.) MAST

ALI(a.s.) ALI(a.s.) ALI(a.s.)

JHOOLAY LAL BOLO

ALI(a.s.) ALI(a.s.)

SOHNRHA LAL BOLO

ALI(a.s.) ALI(a.s.)

💐👆💐✌💐✊💐👆💐

Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)

💐👆💐✌💐✊💐👆💐

(1)

Phir se usi shan ka Mela yeh Saja hai

Saray SHAHEEDON ka Lahoo Bol raha hai

Kehtay hain Saray LABBAIK QALANDAR(r.a.)

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)

💐👆💐✌💐✊💐👆💐

(2)

NAARON se phir se yeh sada goonj rahi hai

ISHQ E QALANDAR(r.a.) mein yeh nobat Jo baji hai

Wajd main Aai SHAM E QALANDAR(r.a.)

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)

💐👆💐✌💐✊💐👆💐

(3)

Jo hai Sag e koo e QALANDAR(r.a.) woh kahay ga

ZIKR E QALANDAR(r.a.) na ruka hai na rukay ga

Gao DHAMALEIN NAARA laga kar

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)

💐👆💐✌💐✊💐👆💐

(4)

Nagri QALANDAR(r.a.) ki Malangon ki Zameen hai

PARCHAM E GHAZI(a.s.) Kay Sabab aur Haseen hai

Kitna Haseen hai Aaj yeh Manzar

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)

💐👆💐✌💐✊💐👆💐

(5)

Aaj bhi is dar pe Sanwartay hain Muqaddar

Jatay hain FARHAN sabhi Jholiyan Bhar Bhar

Kion na kahay phir Duniya se MAZHAR

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par

JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

LAL QALANDAR(r.a.)

MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)

💐👆💐✌💐✊💐👆💐

SHUKR E MOLA(j.j.)(s.a.w.w.)(a.s.) O BIBI(s.a.)

POETRY: MAZHAR ABIDI

MANQABAT KHUWAN: SYED FARHAN ALI WARIS

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics