Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Abbas Teri behno ko bazaar me laaya jaata hai | Noha | Lyrics

 Abbas Teri behno ko bazaar me laaya jaata hai

#share-it #like


Haye Shaam.....6

Haye ABBAS (ASWS).....6


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2

Suraj Ne Khule SAr Jisko Ghar Mein Bhi Kabhi Na Dekha

ABBAS (ASWS) Wahi Shahzadi Balwe Mein Gai Wawaila

ZAINAB (SA) Ki Yahan Aamad Par Darbar SAjaya Jaata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2


Kis Shan Se Teri Behna Mehmil Me Chali Thi Ghar Se

Aur Aaj SAfar Par Nikli To Rah Mein Patthar Barse

Be Parda NABI ZADI (SA) Ko Galion Mein Phiraya Jaata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2


Kya Tujh Se Kahun Aai GAZI (ASWS) Dekhe Hai Yahan Gam Kaise

Rahon Me SAKINA (SA) Teri Pani Ke Liye Gar Roye

Bacchi Ko Dikha Kar Pani Reti Pe Bahaya Jaata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2


Be Dard Hai Be Gairat Hai Yeh Shaam Ke Rehne Wale

Aankhon Pe Pade Hai Parde Aur Unki Zuban Par Tale

Yeh Chup Hai Nabi Zadi (SA) Ko Balwe Mein Ghumaya Jaata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2


Ek Lamha Nahai Hai AaSA Eza Na Koi Pohuchaie

Thak Kar Woh Kahin Par Baithe, SAJJAD (ASWS) Ko Neend Aa Jaaie

Haye Haye Zanjeer Hila Kar Kaidi Ko Jagaya Jata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2


Dohraya Gaya Mazi Ko, Hai Zulm Wahi Aur Hum Bhi

Ummat Bhi Wohi Chehre Bhi, Darbar Wohi Aur Hum Bhi

Kal AMMA (SA) Jahan Aaie Thi, Ab Mujhko Bulaya Jata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2


Rahon Mein Kisi Manzil Par, Deta Jo Humein Koi Chadar

Le Jaate Hai Phir Woh Chadar, Hakim Ke Sipahi Aakar

Ek Din Mein Teri ZAINAB (SA) Ko Kai Bar Rulaya Jata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2


BarSAt Kabhi Durron Ki, Hoti Hai Kahin SAngh Bari

Aai Bhai Bata Kyun Na Ho, Jeene Se Mujhe Bezari

SAadat Ko In Rahon Mein, Har Gam SAtaya Jata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2


Yeh Farsh E Aza Yeh Matam ZAINAB (SA) Ka Karz Hai Hum Par

Dunya Se Kahe Phir Kyun Na Farhan Aur Mazhar Ro Kar

Jo Aal E Nabi (SAww) Par Guzri Nauhon Me Sunaya Jata Hai


ABBAS (ASWS) Teri Behno Ko Bazar Mein Laya Jata Hai.....2

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics