Posts

Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain | Mir Hasan Mir | Manqabat Lyrics

Image
Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain New manqabat 2021 (Khenchtey Hain) #1rajab .. #maulaali ●● MANQABAT LYRICS ● ● Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain Ali a.s Sarhad e Kun Fukaa’n Khenchtey Hain Woh Daikho Palat ta Hai Maghrib Se Suraj Ali a.s Waqt Ki Doriyan Khenchtey Hain Hai Jis Hath Main Murtaza a.s Ki Sawari Usi Se Abuzar Jahan Khenchtey Hain Yeh Ale Muhammad a.s Hain, Ale Muhammad a.s Jo Sajdon’n Say Haq Kay Nishaan Khenchtey Hain Likho Nooh a.s Tum Panch Ism e Ilahi Farishtey Abhi BadBaa’n Khenchtey Hain Pisar Mang Rahib Yeh Daite Rahainge Sakhi Hath Apna Kahan Khenchtey Hain Qayamat Main Daikha Qayamat Ka Manzar Muqasir Ki Mesum Zaba’n Khenchtey Hain Yeh Sajdo’n Main Sher e Khuda K Kashish Hai Makaa’n Sey Suwe La Makaa’n Khenchtey Hain Yeh Khaki Bashar Farsh e Majlis Bicha Kar Zameen Ki Taraf Asmaan Khenchtey Hain Nuseri Muqasir Rahein Apni Had Main Woh Mola Ko Kyun Darmiyaan Khenchtey Hain Takallum Khuda e Sukhan kay Kalam Say Shabeh e...

Na Puchhiye Ki Kya Husain Hai ? Kya Hussain Hai | Mir Hasan Mir | Most Watched/Listened Manqabat

Manqabat by mir hasan mir. Na POochiye Keh Kya HUSSAIN (as) hAi KHUDA Key deeN Ka Na KHUDA Har Ibtada Ki Ibtada Karm Ki Inteha HUSSAIN (as) hAi Karey jO kOii jO hUm-Sarii Kisi Ki Kya Majaal hAi JahaaN meiN Har Lehaaz Sey HUSSAIN (as) Be Misaal hAi Yeh hO Chuka hAi Faisla Na kOii dOosra KHUDA Na kOii dOosra HUSSAIN (as) hAi Karo Gey Gar mUkhalifat Gham e HUSSAIN (as) Ki yahaaN wO HaShar hOga Hashar meiN Keh Al-Hafeez o Al-amaaN JahaaN Bhi ChUpney Jaao Gey KahieN Pey BaCh Na Pao Gey Keh Har Jaga Mera HUSSAIN (as) hAi hAi Jis Ki Fikr KARBALA HUSSAIN (as) wO Demagh hAi Yeh Panjtan Kii Anjuman Ka PanChwaaN Chiraagh hAi HASSAN (as) Ka Pehlay hUmSafar ALI (as) Ka dOosra Pissar Imaam Teesra HUSSAIN (as) hAi HUSSAIN (as) Sey jO dOor hAi wO Sab GhamoN Sey ChOor hAi HUSSAIN (as)Key jO Pass hAi Gham e JahaaN Sey dOor hAi Yeh Deen Jis Kii Dain hAi jO Zindagii Ka Chain hAi wO Sacha Qaafiya HUSSAIN (as) hAi Qaza Key Baad Phir mUjhey Naii Hyaat Mil Gaii Fishaar Sey Azaab Sey mUjhey Nijaat Mill Gaii Sa...

हफ़्ता ए वहदत क्या है.? इसे क्यों मनाया जाता है?? |

हफ़्ता ए वहदत क्या है.? सुन्नी मसलक के अनुसार मोहम्मद साहब की विलादत 12 रबीउल_अव्वल को हुई थी और उनके आख़िरी हज के कुछ दिनों के बाद इसी दिन (12_रबीउल_अव्वल) को उनकी वफ़ात भी हुई थी, इसीलिए इसे 12 वफ़ात भी कहा जाता है। शिया मज़हब के अनुसार मोहम्मद साहब की आमद  17 रबीउल_अव्वल को हुई थी और उनके आख़िरी हज के बाद 28 सफ़र को उनकी वफात हुई थी। सुन्नी हज़रात 12 रबीउल अव्वल और शिया हज़रात 17 रबीउल अव्वल को ईद_मीलादुन्नबी मनाते चले आये हैं, इस दूरी को ख़त्म करने के लिए जामिया_तुल_अज़हर_मिस्र के मुफ़्तिए_आज़म ने कोशिश की, कि या तो शिया 12 रबीउल अव्वल को मान लें, या सुन्नी 17 रबीउल अव्वल को मान लें, लेकिन उन्हें इस मक़सद में कामियाबी नहीं मिली तो ये केस ईमाम ख़ुमैनी_रह0 की तरफ़ ट्रांसफ़र कर दिया गया।  ईमाम ख़ुमैनी रह0ने ऐसा फ़ैसला किया कि मुफ़्तिए आज़म मिस्र ने फ़ोन करके उनका शुक्रिया अदा किया और उन्होंने कहा मैं आपके इस फ़ैसले से 100% सहमत हूँ कि... "सुन्नी और शिया मिलकर 12 से 17 तक हफ़्ता ए वहदत मनाएं और हफ़्ते भर रसूले_ख़ुदा_saw की सीरत व किरदार बयान करें और इस्लाम के सुनहरे उसूलों को आम करें।" #haftaewahdat ...

Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol | Ali Ali Ali Ali Bol | Mir Hasan Mir | Manqabat 2012 | Lyrics

Ali (A.s.) Maula Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol Yeh Zuban Kaat Do Jism Jaan Kaat Do Midhate Murtuza Ki Sada Do Mujhe Zikre Shahe Najaf Se Rukunga Nahi Chahe Sau Baar Suli Chadha Do Mujhe Tukde Tukde Karo Mera Sara Badan Aag Rausan Karo Aur Jalado Mujhe Jub Mere Jism Ki Rakh Baan Jaaie Na Jahilon Phir Hawa Me Udha Do Mujhe Ek Do Din Nahi Subhe Mehshar Talak Jis Taraf Jis Jagah Yeh Hawa Jaiengi Yeh Halali Mawali Ka Wada Rahi Ya Ali (a.s.) Ya Ali (a.s.) Ki Sada Aaiengi Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4 Mesam Ki Tarha Tune , Gar Hona Hai Anmol Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4 Khud Bigda Hua Tera Har Kaam Banaengi Taqdeer Tere Piche Piche Chali Aaiengi Dar Dar Na Laga Phere..... Dar Dar Na Laga Phere, Bus Khol Ke Khashkol Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4 Baghdad Ki Galion Me Yeh Kaisi Tijarat Hai Pucha Jo Zubeda Ne Kya Khuld Ki Kimat Hai Rukh Su E Najaf Karke..... Rukh Su E Najaf Karke,Kehne Laga Behlol 10 Ali (A...

Mukhtar Zindabaad | Mir Hasan Mir Manqabat | Lyrics 2012

Ya Lisaratil Hussain (A.s.) .....3 Ya Lisaratil Hussain (A.s.) .....4 Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad, Mukhtar Zindabaad! Ai Qasr-e-Inteqaam Ke..... Ai Qasr-e-Inteqaam Ke Memaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! Mukhtar Zindabaad.....4 Parcham Pe Ye Hussain (A.s.) Ke Likha Hai Bakhuda, Badla Khuda Ne Lena Hai Qatle Hussain (A.s.) Ka, Yaani Hai Tu Khuda Ka..... Yaani Hai Tu Khuda Ka Madadgaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! Mukhtar Zindabaad .....4 Haasil Us Se Bhi Baap Ke Jaisa Kamaal Hai Taakat Tumhari Maalik-e-Ashtar Ka Laal Hai Kya Muntakhib Kia Hai..... Kya Muntakhib Kia Hai Alamdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! Mukhtar Zindabaad .....4 Cheda Nahi'n Ushe Jo Azadaar Mil Gaya Chhorha Nahi'n Jo Sheh Ka Gunaahagaar Mil Gaya Aisa Hi Hona Chahiye..... Aisa Hi Hona Chahiye Kirdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! Mukhtar Zindabaad .....4 Shimr O Umar, Tufail, Ibn-e-kahil-e-shaqi Ibn-e-numayr, Ibn-e-anas, Ibn-e-wajibi Chun Chun Ke Tu Ne Maare..... Chun Chun Ke Tu Ne Maare Gunaahaga...

Hussain (A.s.) Ki Khatir | Mir Hasan Mir | Manqabat 2012 | Lyrics

Hussain (A.s.), Hussain (A.s.)....4 Shah Ast Hussain (A.s.) Badshah Ast Hussain (A.s.) Deen Ast Hussain (A.s.) Dee Panah Ast Hussain (A.s.) Sar Daad Na Daad Dast Dar Dast E yazeed (l.a.) Haq Ka Ke Bina E Laela Ast Hussain (A.s.) Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....3 Imam-e-Asr (A.t.f.s.) Hai Zindaa Hussain (A.s.) Ki Khatir..... Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2 Kaha Rasul Se Rab Ne Na Sar Uthana Abhi, Tumhari Pusht Pe Baitha Hua Hai Ibne Ali, Badhado Aaj Ye Sajda..... Hussain (A.s.) Ki Khatir..... Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2 Kalam Uthaya Tha Taamire Karbala Ke Liye, Wagarna Jung Thi Kya Ibne Murtaza (A.s.) Ke Liye, Hasan (A.s.) Ne Zapt Kiya Tha..... Hussain (A.s.) Ki Khatir….. Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2 Kaha Wo Noor Sarapa, Kaha Makaan Mera, Sharaf Ye Farshe Aza Se Mujhe Nasib Hua, Mere Ghar Aa Gayi Zehra (S.a.)..... Hussain (A.s.) Ki Khatir..... Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki K...

Itni Bhar Jaye In Aankhon Mein Zia E Abbas (A.s.) | Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Zia E Abbas (A.s.) | Mir Hasan Mir | Manqabat Lyrics

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.).....2 Mujh Ko Koi Na Nazar Aaie Siwae Abbas (A.s.) Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.)   Mere Alfaz Mein Kyun Hona Rawani Ka Kamal.....2 Main Ne Daryaon Se Seekhi Hai Sana E Abbas (A.s.) Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.)   Karbala Ek Hi Misre Mein Suna Sakta Hun.....2 Azm E Zainab (S.a.), Dil E Shabbir (A.s.) Wafa E Abbas (A.s.) Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.S.)   Mere Ashar Bhala Khuld Mein Maqbool Na Ho.....2 Itni Kamzor Nahi Hoti Sana E Abbas (A.s.) Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.sS.)   Mai Ne Is Husn E Shabahat Pe Bahut Gaur Kiya.....2 Sochta Hun Ali (A.s.) Likh Du Bajaie Abbas (A.S.) Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.S.)   Aakhri Saans Jo Tauba Ke Liye Hoti Hai.....2 Main Ne Woh Saans Bhi Rakh Li Hai Baraie Abbas (A.s.) Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.)   Yun Karo Naam E Sakina (S.a.) Zara Lekar Dekho ...