Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Itni Bhar Jaye In Aankhon Mein Zia E Abbas (A.s.) | Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Zia E Abbas (A.s.) | Mir Hasan Mir | Manqabat Lyrics

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.).....2

Mujh Ko Koi Na Nazar Aaie Siwae Abbas (A.s.)

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.)

 

Mere Alfaz Mein Kyun Hona Rawani Ka Kamal.....2

Main Ne Daryaon Se Seekhi Hai Sana E Abbas (A.s.)

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.)

 

Karbala Ek Hi Misre Mein Suna Sakta Hun.....2

Azm E Zainab (S.a.), Dil E Shabbir (A.s.) Wafa E Abbas (A.s.)

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.S.)

 

Mere Ashar Bhala Khuld Mein Maqbool Na Ho.....2

Itni Kamzor Nahi Hoti Sana E Abbas (A.s.)

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.sS.)

 

Mai Ne Is Husn E Shabahat Pe Bahut Gaur Kiya.....2

Sochta Hun Ali (A.s.) Likh Du Bajaie Abbas (A.S.)

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.S.)

 

Aakhri Saans Jo Tauba Ke Liye Hoti Hai.....2

Main Ne Woh Saans Bhi Rakh Li Hai Baraie Abbas (A.s.)

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.)

 

Yun Karo Naam E Sakina (S.a.) Zara Lekar Dekho

Gair Mumkin Hai Ke Bulane Pe Na Aaie Abbas (A.s.)

Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.)

 

Zaat Ko Chod Ke Rakh Marzi E Maula (A.s.) Pe Nazar

Haan Musaddik Yahi Hoti Hai Wila E Abbas (A.s.)


Itni Bhar Jaaie In Aankhon Mein Ziya E Abbas (A.s.).....2


Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. Humanity is nothing without Karbala. All Noha, Marsiya, Salam, Shayari, Sher, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2022. Find your favourite Noha, Marsiya, Manqabat, Qasida, Soz, Salam Lyrics. If not find the Lyrics Just Inform Us by Commenting on Any of the Previously Uploaded Lyrics and we will upload the same for you.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics