Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain | Mir Hasan Mir | Manqabat Lyrics

Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain

New manqabat 2021 (Khenchtey Hain)
●● MANQABAT LYRICS ● ●
Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain
Ali a.s Sarhad e Kun Fukaa’n Khenchtey Hain
Woh Daikho Palat ta Hai Maghrib Se Suraj
Ali a.s Waqt Ki Doriyan Khenchtey Hain
Hai Jis Hath Main Murtaza a.s Ki Sawari
Usi Se Abuzar Jahan Khenchtey Hain
Yeh Ale Muhammad a.s Hain, Ale Muhammad a.s
Jo Sajdon’n Say Haq Kay Nishaan Khenchtey Hain
Likho Nooh a.s Tum Panch Ism e Ilahi
Farishtey Abhi BadBaa’n Khenchtey Hain
Pisar Mang Rahib Yeh Daite Rahainge
Sakhi Hath Apna Kahan Khenchtey Hain
Qayamat Main Daikha Qayamat Ka Manzar
Muqasir Ki Mesum Zaba’n Khenchtey Hain
Yeh Sajdo’n Main Sher e Khuda K Kashish Hai
Makaa’n Sey Suwe La Makaa’n Khenchtey Hain
Yeh Khaki Bashar Farsh e Majlis Bicha Kar
Zameen Ki Taraf Asmaan Khenchtey Hain
Nuseri Muqasir Rahein Apni Had Main
Woh Mola Ko Kyun Darmiyaan Khenchtey Hain
Takallum Khuda e Sukhan kay Kalam Say
Shabeh e Imam e Zamaan a.s Khenchtey Hain
25
6 comments
1 share
Like
Comment
Share

6 comments


Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. Humanity is nothing without Karbala. All Noha, Marsiya, Salam, Shayari, Sher, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2022. Find your favourite Noha, Marsiya, Manqabat, Qasida, Soz, Salam Lyrics. If not find the Lyrics Just Inform Us by Commenting on Any of the Previously Uploaded Lyrics and we will upload the same for you.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics