Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Na Puchhiye Ki Kya Husain Hai ? Kya Hussain Hai | Mir Hasan Mir | Most Watched/Listened Manqabat

Manqabat by mir hasan mir.
Na POochiye Keh Kya HUSSAIN (as) hAi
KHUDA Key deeN Ka Na KHUDA
Har Ibtada Ki Ibtada Karm Ki Inteha HUSSAIN (as) hAi
Karey jO kOii jO hUm-Sarii Kisi Ki Kya Majaal hAi
JahaaN meiN Har Lehaaz Sey HUSSAIN (as) Be Misaal hAi
Yeh hO Chuka hAi Faisla Na kOii dOosra KHUDA
Na kOii dOosra HUSSAIN (as) hAi
Karo Gey Gar mUkhalifat Gham e HUSSAIN (as) Ki yahaaN
wO HaShar hOga Hashar meiN Keh Al-Hafeez o Al-amaaN
JahaaN Bhi ChUpney Jaao Gey KahieN Pey BaCh Na Pao Gey
Keh Har Jaga Mera HUSSAIN (as) hAi
hAi Jis Ki Fikr KARBALA HUSSAIN (as) wO Demagh hAi
Yeh Panjtan Kii Anjuman Ka PanChwaaN Chiraagh hAi
HASSAN (as) Ka Pehlay hUmSafar ALI (as) Ka dOosra Pissar
Imaam Teesra HUSSAIN (as) hAi
HUSSAIN (as) Sey jO dOor hAi wO Sab GhamoN Sey ChOor hAi
HUSSAIN (as)Key jO Pass hAi Gham e JahaaN Sey dOor hAi
Yeh Deen Jis Kii Dain hAi jO Zindagii Ka Chain hAi
wO Sacha Qaafiya HUSSAIN (as) hAi
Qaza Key Baad Phir mUjhey Naii Hyaat Mil Gaii
Fishaar Sey Azaab Sey mUjhey Nijaat Mill Gaii
Sawaal Jab Kiya Gya hAi kOn Tera RahnUma
tO maiN Ney Keh Diya HUSSAIN (as) hAi
wO Jis Ney Baandh Kar Hawa Jalla Diya bUjha Diya
ZameeN kO Jis Ney Arsh Sey bUland Martaba Diya
wO Jis Ney Kaaiyenaat Ka Nizaam Hii Badal Diya
iK Aisa mOujza HUSSAIN (as) hAi
Kisi kO hOsla Diya Kisi kO Bakhsh Dii Sehar
Diye Kisi kO Baal o Par Kisi kO Dey Diye Pisar
Pukaar Banda Parwarii Lughat meiN Ehl e Ishq Kii
Madad Ka TarjUma HUSSAIN (as) hAi
Sheed e KARBALA Ka Gham Jisey Bhi Na-Gawar hAi
wO Bad Amal hAi Bad Naseeb Usii Pey Be-Shumaar hAi
Arey O dUshman e Azza tOo Mar Zara Qabar meiN Ja
Pata Chaley Ga Kya HUSSAIN (as) hAi
Na POochiye Keh Kya HUSSAIN (as) hAi
Bena e La Aey La HUSSAIN (as) hAi

Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. Humanity is nothing without Karbala. All Noha, Marsiya, Salam, Shayari, Sher, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2022. Find your favourite Noha, Marsiya, Manqabat, Qasida, Soz, Salam Lyrics. If not find the Lyrics Just Inform Us by Commenting on Any of the Previously Uploaded Lyrics and we will upload the same for you.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics