The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event. 1. Birth of the Guiding Light: The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice. 2. Anticipation of the Mahdi's Return: Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...
Hai Ishq e Mohammad | Manqabat Lyrics | Mir Hasan Mir
- Get link
- X
- Other Apps
Hai Ishk E Mohammad (S.a.w.w.) Ka Dastoor Juda Jaana.....2
Jeene Ki Alamat Hai Sarkar Pe Mar Jaana
Hai Ishk E Mohammad (S.a.w.w.) Ka Dastoor Juda Jaana
Tai Kar Ke Yeh Nikla Hai Ghar Se Koi Deewana.....2
Is Baar Madine Se Wapas Hi Nahi Aana
Jibril Se Bhi Aage Pohuche Hai Shab E Asrar.....2
Kaam Aagaya Zarron Ka Kadmon Se Lipat Jaana
Jaa Poch Le Adam (A.s.) Se Mitti Hai Kharab Uski.....2
Jis Ne Bhi Mohammad (S.a.w.w.) Ko Apna Sa Bashar Jana
Salman Ka Shaida Hun Behlol Ka Aashik Hun.....2
Kehti Hai Mujhe Dunia Deewano Ka Deewana
Har Roz Hi Hoti Hai Aaqa Ki Sana Akbar.....2
Har Roz Hi Hota Hai Jannat Me Mera Jaana
Hai Ish E Mohammad (A.a.w.w.) Dastoor Juda Jaana.....
- Get link
- X
- Other Apps
Popular posts from this blog
WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI
Waqte Akhir Shahe wala se yah Akbar Ne Kaha mat dikhana Meri Amma ko kaleja Baba Dekhte hi vo tadap jayegi Mera Chehra mat dikhana Meri Amma ko kaleja Baba Dekhte hi mere Lashe ko tadap jayegi Gar kaleja nazar aaega to mar jayegi Baba Kamzor Hua Karta Hai Dil Har man Ka Ek Hi Baar Mein maiyat Ko nahin le Jana Baba thak Jana to lashe ko kahin rakh dena Baith kar khak per aaram zara kar lena Jis ghadi khaime me le jaenge maiyat Meri EK kohram bapa hoga qayamat Hogi Hoga yun khoon mein dooba hua lasha Mera Rakh ke sine per Mere Hath Kaha Tha Ma ne Dasht Mein Dhyan kaleje per bhi rakhna bete Chhid Na jaaye kahin naize Se Tumhara Seena Jis ghadi man Ki nigahen Ho Mere seene Par Us Ghadi rakhna kaleje ko aba ke andar Bus yah kah Dena Ki Ab gesuyon wala Na Raha Yaad aati hai bahut Fatima sughra Meri Jaane kis HAL Mein dukhiyari mariza hogi Kaun Batlaye Use Mar Gaya Bhayya Mera Yun Mubarak na kisi ma ka muqaddar tute Ma se Pardes Me Jaise Ali Akbar Chhoote Gunjti Reh Gayi 'Haider' Y...
Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics
Haaye..... Haaye Hussaina (As) Haaye Hussaina (As), Aye Haaye Sakina (Sa) Aye Haaye Sakina (Sa)... Yeh Ruksat-E-Aakhir Hai Pukaare Shahe Wa'aala, Aye Zainab (Sa) -O-Kulsum (Sa) Rabab (Sa) Aur Ruqayya (Sa), Tum Sab Pe Salaam Aakhri Allah (S.W.T.) Ko Sau'mpaa, Lipti Hui Kadmo Se Yeh Kehti Thi Sakina (Sa). Aye Kul Ke Madadgaar Madad Karne Ko Aao, Yaa Fatema Zehra (S.a) Mere Baba Ko Bachaao …..2 Baba Na Kaho Baba, Tum Saath Raho Baba, Kuch Humse Suno Baba, Aage Na Badho Baba, Aaram Karo Baba, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Khaime Mein Chalo Baba. Aye Kul Ke Madadgaar ..... Main Jaan Gayi Baba, Pehchaan Gayi Baba, Kurbaan Gayi Baba, Talwaron Mein Jaaoge, Phir Tum Bhi Naa Aaoge, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Tum Humko Na Tadpaana. Aye Kul Ke Madadgaar ..... Baba Aye Mere Baba, Laazim Hai Agar Jaana, Yeh Humse Karo Waada, Jab Shab Ka Ho Sannaata, Aur Meri Sada Sunna, Ba'raaye Yeh Dile ...
Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics
Noha: Jab rida sar se chini/Tu na aya Ghazi(As) Noha Khuwan:Janab Mir Hasan Mir جب ردا سر سے چھنی میں سدا دیتی رہی تُو نہ آیا غازی آلِ عمران کہاں اور زندان کہاں یہ بہن قید ہوئی تُو نہ آیا غازی جب ردا سر سے۔۔۔ ہم کو پانی نہ ملے، تیری خوشبو تو رہے تیرے بازونہ کٹے ،چاہے مشکیزہ چھدے یہ مگر ہو نہ سکا ،تیرے بازو ہیں جدا مجھ میں ہے تشنہ لبی،تُو نہ آیا غازی جب ردا سر سے۔۔۔ دھوپ میں تُو تھا شجر ،تجھ سے آباد تھا گھر ہے برہنہ میرا سر ،کیا نہیں تجھ کو خبر اے علمدارِ وفا،اس بہن کو باخدا تجھ سے ڈھارس تھی بڑی ،تُو نہ آیا غازی جب ردا سر سے۔۔۔ آگئی شامِ الم ، لٹ گئے اہلِ حرم ریت پر جلتی ہوئی،ہوگیا ٹھنڈا علم پُرسہ دینے کیلئے ،مجھ سے ملنے کیلئے آگئے بابا علی،تُو نہ آیا غازی جب ردا سر سے۔۔۔ کیا کہوں شیر میرے،بے ردا ہم کو لئے یہ مسلماں سارے ،شہر در شہر گئے خلقتِ کوفہ کبھی،خلقتِ شام کبھی اور ہے ہم پہ ہنسی،تُو نہ آیا غازی جب ردا سر سے۔۔۔ کتنی بے بس تھی بہن،اے شہنشاہِ وفا نام لے لے کے میرا،جب یہ ظالم نے کہا ناز تھا جس پہ تجھے،اب بُلائو نہ اُسے اور میں روتی رہی،تُو نہ آیا غازی جب ردا سر سے۔۔۔ قید خانے میں...
Comments
Post a Comment
Thank You for commenting us. We will shortly review you comment.