Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Hussain Ki khatir | Mir Hasan Mir | Hui Hai Khalq Ye Dunia | Manqabat

 Hussain (A.s.), Hussain (A.s.)....4


Shah Ast Hussain (A.s.)

Badshah Ast Hussain (A.s.)

Deen Ast Hussain (A.s.)

Dee Panah Ast Hussain (A.s.)

Sar Daad Na Daad Dast Dar Dast E yazeed (l.a.)

Haq Ka Ke Bina E Laela Ast Hussain (A.s.)


Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....3 

Imam-e-Asr (A.t.f.s.) Hai Zindaa Hussain (A.s.) Ki Khatir..... 

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2


Kaha Rasul Se Rab Ne Na Sar Uthana Abhi, 

Tumhari Pusht Pe Baitha Hua Hai Ibne Ali, 

Badhado Aaj Ye Sajda.....

Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2


Kalam Uthaya Tha Taamire Karbala Ke Liye, 

Wagarna Jung Thi Kya Ibne Murtaza (A.s.) Ke Liye, 

Hasan (A.s.) Ne Zapt Kiya Tha.....

Hussain (A.s.) Ki Khatir….. 

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2


Kaha Wo Noor Sarapa, Kaha Makaan Mera, 

Sharaf Ye Farshe Aza Se Mujhe Nasib Hua, 

Mere Ghar Aa Gayi Zehra (S.a.).....

Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2


Yahi Daleel Hai Ek-Dusre Se Ulfat Ki, 

Riza E Rab Ke Liye Kijiye Azadari 

Khuda Ko Kijiye Sajda.....

Hussain (A.s.) Ki Khatir..… 

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2


Mubahile Ka Asar Karbala Me Dekh Liya

Wahab Ki Maa Tujhe Pohche Salaam Qaim (A.t.f.s.) Ka, 

Khuda Ko De Diya Beta..... 

Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2


Sila Hussain (A.s.) Ki Maadar Se Usko Aisa Mila, 

Har Ek Shaheed Ye Markad Me Kar Raha Hai Dua, 

Ke Maut Aae Dobara..... 

Hussain (A.s.) Ki Khatir..… 

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2


Hai Isliye Bhi Zaruri Juloos Me Jaana, 

Shumaar Karte Hai Abbas (A.s.) Roze Aashura, 

Ke Gharse Kaun Hai Nikla.....

Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2


Khuda Ka Shukr Takallum Nasib Waala Hu, 

Mai Apna Maksade Takleek Yaad Rakhta Hu, 

Hai Saans-saans Meri Ya.....

Hussain (A.s.) Ki Khatir..… 

Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics