Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Jab Koi Dua or Dawa Kaam Karegi | Maula Abbas Manqabat | Mir Hasan Mir Lyrics

 Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi.....2

Abbas (A.s.) Ke Parcham Ki Hawa Kaam Karengi

Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi


Aksar Yeh Ali (A.s.) Kehte The Gazi (A.s.)Ko Utha Kar.....2

Zehra (S.a.) Ki Dua Sub Se Juda Kaam Karengi

Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi


Ab Chand Ka Kya Kaam Raha Ghar Me Ali (A.s.) Ke.....2

Mahe Bani Hashim Ki Zia Kaam Karengi

Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi


Khud Denge Shahenshan E Wafa Usko Salami.....2

Kutch Is Tarha Fizza Ki Wafa Kaam Karengi

Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi


Shabbir (A.s.) Ke Rauze Se Kafan Leke Chala Hun.....2

Ab Meri Hifazat Ka Kaza Kaam Karengi

Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi


Phir Bhi Nahi Utrenga Khadija (S.a.) Tera Karza.....2

Din Raat Bhi Gar Khalk E Khuda Kaam Karengi

Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi


Shabbir (A.s.) Ka Sar Hai Yeh Kahin Jhuk Nahi Sakta.....2

Naize Ki Ani Par Bhi Ana Kaam Karengi

Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi


Yeh Hazri E Hazrat Abbas (A.s.) Hai Sajjad.....2

Kismat Se Ziyada Yeh Giza Kaam Karengi

Jab Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics