Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Karne Do Mujhe Saqiye Kausar Ki Sana | Mir Hasan Mir Manqabat Lyrics

 Saheb e Zulfikar Al Madadadain.....2


Kam Mushkil Hai To Imdada E Khuda Kardunga

Aaj Mai Ishk Ka Tufaan Bapa Kardunga

Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2


Raz Allah (S.w.t.) Ki Tawheed Hai Hamraz Ali (A.s.)

Kibriaai e Ki Dalilon Ka Hai Aagaz Ali (A.s.)

Dil Me Dil Se Jo Nikli Hai Woh Aawaz Ali (A.s.)

Aasma Saaz Zameen Saaz Bashar Shaaz Ali (A.s.)

Kare Takhllek Ba Taieed E Ahad Karta Hai

Yeh Woh Banda Hai Jo Khalik Ki Madad Karta Hai


Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2


Mimbar E Aalaam e Imka Ka Khateeb E Azam

Bolta Tha To Thahar Jaate The Lamho Ke Kadam

Mera Is Baat Pe Iman Hai Quran Ki Kasam

Ladkhada Ta Na Jo Kamzarf Nusairi Us Dam

Apne Hubbe daron Ko Nabio Se Badha Dete Ali (A.s.)

Ek Ek Shaks Ko Salman Banadete Ali (A.s.)


Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2


Wahi Jibril Bhi Laate The Yeh Eman Hai Mera

Is Ravish Par Bhi Zara Sochiea Aai Ahle Wila

Aage Sidrat Ke Farishta Yeh Nahi Jaa Sakta

Phir Yeh Quran Bhala Kiski Badaulat Pahucha

Lafz Allah (S.w.t.) Maula Mere Ban Jaate The

Jo Ali (A.s.) Kehte The Jibril Wahi Late The.


Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2


Jiski Marzi Hai Mukada, Woh Sikandar Hai Ali (A.s.)

Jis Se Sadir Hue Masoom Woh Mazhar Hai Ali (A.s.)

Jiska Mehkoom Hai Kauthar Woh Samandar Hai Ali (A.s.)

Jo Hai Tauheed Ka Izhar Woh Mazhar Hai Ali (a.s.)

Jo Bhi Parda Shabe Meraj Ka Sarka E Ga 

Usko Allah (S.w.t.) Nahi Haidar (A.s.) Hi Nazar Aaienga


Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2


Aai Azadaron Humein Phir Se Sambhal Na Honga

Apne Kirdar Se Mahol Badalna Honga

Todkar Wakt Ki Zanzeer Nikalna Honga

Rahe Salman Pe Eman Se Chalna Honga

Hum Muhibbo Pe Jo Wa Zulm Ka Darwaza Hai

Yeh Ali (A.s.) Ko Na Samajhne Ka Hi Khamyaza Hai


Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2


Madh E Haider (A.s.) Me Takallum Yeh Taqaiya Kaisa

Maslehat Kaisi, Ana Kaisi, Bahana Kaisa

Aur Wakt Ke Sath Aqeade Ko Badalna Kaisa

Maut Aani Hai To Phir Maut Se Khatra Kaisa

Band Yeh Ishk Ka Darwaza Nahi Kar Sakta

Mai Ali (A.s.) Par Koi Samjhauta Nahi Karsakta


Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics