Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Mir Hasan Mir Manqabat Lyrics | 2013 | Fazeelat Namaz Ki | Ali se Poochhe Koi

 Haiya Alas Sala.....2

Haiya Ala Khairil Aal


Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki.....4

Jo Kar Raha Hai Mazamat Namaz Padh Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki


Namaz Padni Hai Agar Waris E Namaz Ke Sath.....2

Abhi Se Daal Lo Aadat Namaz Padh Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki


Mai Chahta Hun Ali (A.s.) Ke Ali (A.s.) Se Baat Karu.....2

Mujhe Yun Rehti Hai Ujlat Namaz Padh Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki


Mai Jab Musalle Pe Aaun To Dil Yeh Kehta Hai.....2

Hai Karbala Se Ijazat Namaz Padh Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki


Hai Muinkirane Nabi O Ali (A.s.) Jo Kehte Hai

Nahi Hai Koi Zarurat Namaz Padh Ne Ki

Agar Bagair Wilayat Ho Phir To Theek Hai Yeh.....2

Nahi Hai Koi Zarurat Namaz Padh Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki


Mai Kibla Ru Tha Zaree E Hussain (A.s.) Saam Ne Thi.....2

Do Bala Ho Gai Lazzat Namaz Padh Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki


Safe Namaz Pe Aau Ke Farsh E Matam Par.....2

Mai Kar Ke Aata Hun Niyat Namaz Pad Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki


Namaz Padhti Rahi Karbala Me Unki Namaz.....2

Jo Kar Rahe The Hifazat Namaz Padh Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki


Khuda Se Maang Takallum Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ka Silah

Ali (A.s.) Se Maang Le Ujrat Namaz Padh Ne Ki

Ali (A.s.) Se Pooche Fazilat Namaz Padh Ne Ki

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics