Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Mir Hasan Mir Manqabat Lyrics | Eid e Ghadeer 2021 | Celebration

 Jab Aaiyae Baligh Tere Tewar Nazar Aaie.....3


Dunia Me Ali (A.s.) Sub Se Kadawar Nazar Aaie

Jab Ayaa E Ballig Tere Tewar Nazar Aaie


Suraj Ki Kahin Dhoop Kahin Ishk Ka Saaya.....2

Ek Wakht Me Do Tarha Ke Manzar Nazar Aaie

Jab Ayaa E Ballig Tere Tewar Nazar Aaie


Ek Noor Ke Do Tukde The Aania E Khum Me.....2

Jis Rukh Se Bhi Dekha Woh Barabar Nazar Aaie

Jab Ayaa E Ballig Tere Tewar Nazar Aaie


Elan Wilayat Ka Hazaron Ne Suna Tha.....2

Mangi Jo Shahadat To Bahattar Nazar Aaie

Jab Ayaa e Ballig Tere Tewar Nazar Aaie


Hathon Se Mere Chut Gaya Sagar E Kausar.....2

Kausar Pe Jo Khud Saki E Kausar Nazar Aaie

Jab Ayaa E Ballig Tere Tewar Nazar Aaie


Allah (S.w.t.) Re Yeh Mojiz E Noor E Wilayat.....2

Andhon Ko Bhi Maidan Me Haidar Nazar Aaie

Jab Ayaa E Ballig Tere Tewar Nazar Aaie


Nabion Ko Jahan Dhoond Raha Tha Mai Wahan Par.....2

Fizza Nazar Aaie Kabhi Kambar Nazar Aaie

Jab Ayaa E Ballig Tere Tewar Nazar Aaie


Kehdena Yeh Behlol Hai Yeh Mir Hasan Bhi.....2

Dunia Jo Uthaie Hue Patthar Nazar Aaie

Jab Ayaa E Ballig Tere Tewar Nazar Aaie

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics