Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Mir Hasan Mir Manqabat Lyrics | Mukhtar Zindabad

 Ya Lisaratil Hussain (A.s.) .....3 

Ya Lisaratil Hussain (A.s.) .....4

Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad, Mukhtar Zindabaad!


Ai Qasr-e-Inteqaam Ke.....

Ai Qasr-e-Inteqaam Ke Memaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 

Mukhtar Zindabaad.....4


Parcham Pe Ye Hussain (A.s.) Ke Likha Hai Bakhuda, 

Badla Khuda Ne Lena Hai Qatle Hussain (A.s.) Ka, 

Yaani Hai Tu Khuda Ka..... 

Yaani Hai Tu Khuda Ka Madadgaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 

Mukhtar Zindabaad .....4


Haasil Us Se Bhi Baap Ke Jaisa Kamaal Hai 

Taakat Tumhari Maalik-e-Ashtar Ka Laal Hai 

Kya Muntakhib Kia Hai.....

Kya Muntakhib Kia Hai Alamdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 

Mukhtar Zindabaad .....4


Cheda Nahi'n Ushe Jo Azadaar Mil Gaya 

Chhorha Nahi'n Jo Sheh Ka Gunaahagaar Mil Gaya 

Aisa Hi Hona Chahiye.....

Aisa Hi Hona Chahiye Kirdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 

Mukhtar Zindabaad .....4


Shimr O Umar, Tufail, Ibn-e-kahil-e-shaqi 

Ibn-e-numayr, Ibn-e-anas, Ibn-e-wajibi 

Chun Chun Ke Tu Ne Maare.....

Chun Chun Ke Tu Ne Maare Gunaahagaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 

Mukhtar Zindabaad .....4 


Ghar Ghar Se Aa Rahi Hai Sada Ya Hussain (A.s.) Ki 

Ab Tak Sadaayen Deti Hai Kufe Ki Har Gali 

Tu Zindabaad Aur..... 

Tu Zindabaad Aur Teri Sarkaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 

Mukhtar Zindabaad .....4 


Munsif Bhi Khud Hai Khud Hi Tu Apna Wakeel Hai 

Maasoom Ki Khushi Tere Haq Mein Daleel Hai 

Raazi Hai Tujh Se.....

Raazi Hai Tujh Se Aabid-e-beemaar (A.s) Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 

Mukhtar Zindabaad .....4


Lamhe Nabi Ke Ghar Mein Kuchh Aaye Hain Chain Ke 

Chun Kar Jo Tu Ne Maare Hain Kaatil Hussain (A.s.) Ke 

Mismaar Kar Di..... 

Mismaar Kar Di Zulm Ki Deewaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 

Mukhtar Zindabaad .....4


Mukhtar Naama Haq Ki Takallum Hai Daastaan 

Khoon Mein Naha Ke Kehti Hai Kufe Ki Surkhiya'n 

Chilla Raha Hai Shaam Ka..... 

Chilla Raha Hai Shaam Ka Akhbaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad! 


Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad! 

Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad! 


Ya Lisaratil Hussain (A.s.).....

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics