Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Mir Hasan Mir Most Popular Manqabat Lyrics | Ya Imam e Raza

 Ya Imam E Reza (A.S.)…..8

Aai Garibul Guraba (A.s.) , Aai Moinaz Zoefa (A.s.) ,

Tujh pe Qaunain Fida, Aai Ali Moosa Reza (A.s.),

Aai Ali Ali Ali Moosa Reza (A.s.) Jaan,

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan…..2


Yeh Jaan Hai Kya….. Dono Jahan Aap Pe Qurban

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan…..2


Jub Koi Thikana Nahi Milta Hai Jahan Me

Aajate Hai Woh Aap Ke Daaman E Ama Me

Haiwan Ho Chahe Woh Parinde Ho Ya Insan

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan…..2


Naubat Yahi Kehti Hai Ke Aane Ko Hai Naubat

Hone Ko Hai Qaiyam Tere Qaiyam (A.t.f.s.) Ki Hukumat

Mashad Me Yehi Sham O Sahar Hota Hai Ailan

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan…..2


Aai Mulk E Sakhawat Ke Shahenshan E Sakhawat

Maine Tere Darbar Se Maangi Hai Vizarat

Ho Mujhko Ata Midhate Haidar (A.s.) Ka Kalam Dan,

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan….2


Kya Shan Hai Wallah Mohammad (S.a.w.w.) Ke Wali Ki

Masroof Mila Mujhko Woh Midhat Me Ali (A.s.) Ki,

Haan Mai Ne Uthaya Tere Rauze Pe Jo Quran

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan…..2


Sub Ne Jo Khorashan Ke Raste Me Suna Hai

Tu Ne (A.s.) Tere Baba (A.s.) Ne Tere Jad (A.s.) Ne Kaha Hai

Hum Sub Ke Sabab Kalma E Tawheed Me Hai Jaan

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan….2


Behlool Ki Maroof Ki (A)buzar Ki Kasam Hai

Malik Tujhe Bus Malik E Ashtar Ki Kasam Hai

Pal Bhar Me Mujhe Banade Salman Ka Salman

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan…..2


De Midhat e Ajdad Ka Aaka Mujhe Yu Fal

Jistarha Se Kehlata Hai Shair Tera Debal

Kehlane Lage Meer Bhi Yun Tera Sana Khwan

Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan…..2


Ya Imam E Raza (A.s.)…..8

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics