Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Ayyam e Hussain | Farhan Ali Waris | Noha Lyrics

 Noha: *Ayyam e Hussain*

Reciter: Farhan Ali Waris


"CHAND MOHARRAM KA HWA HAIN AYAAN

AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


KALAY LIBASO MAIN HAI PEERO JAWAN

AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


CHAND MOHARRAM KA HWA HAIN AYAAN

HUSSAIN(as) HUSSAIN(as)


KALAY LIBASO MAIN HAI PEERO JAWAN

HUSSAIN(as) HUSSAIN(as)


GHAR MAIN AZA KHANA SAJATI HAI MAAN

HAAN YEH MOHARRAM KI HAIN TAYARIYAA


YEH BARGAH

YEH MASJIDE

YEH MAJLISE

IBADATAIN

HAIN BOL BALA AJ BHI HUSSAIN(as) TERI JEET KA


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)


JAN MAIN HUSSAIN(as)

HUSSAIN(as)


AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


SAJA DYE GAY ALAM

BECHA DYA HAI FARSHE GHUM

KARAM HAI BIBI SYEDA(sa) KA GHAR MAIN AGAY QADAM


NABI(saww) BHI HAIN

ALI(as) BHI HAIN

HASSAN(as) BHI HAIN

HUSSAIN(as) BHI

HAN PURSA LENE AGAY HAIN HUM SAY AAL-E-MUSTAFA(saww)


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)


JAN MAIN HUSSAIN(as)

HUSSAIN(as)


AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


HAI WILA AZA KA SILSILA MERA

HALKAY MATAM HAI ILAQA MERA

NA KABHI HUSSAIN(as) KO BULAONGA

FATIMA ZEHRA(sa) SAY HAI WADA MERA


WILAYAT-E-ALI(as) RAHAY

AZA RAHAY HUSSAIN KI(as) 

HAN MAQSAD-E-HUSSAIN(as) MAQSAD-E-HAYAT HAI MERA


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)


JAN MAIN HUSSAIN(as)

HUSSAIN(as)


AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


MAJLIS-E-AZA JULOOS-O-TAZIYE

JHOOLAY ZULJANAH ALAM KAY SILSILE

JA BAJA HUSSAIN(as) KI SABEEL HAI

MATAMI CHALAY HAIN HALKA BAANDH KAY


GALI GALI NAGAR NAGAR

SABHI HAIN AAZIM-E-SAFAR

RAWAN DAWAN HAIN KARBALA KI SAMT KITNE QAFLAY


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)


JAN MAIN HUSSAIN(as)

HUSSAIN(as)


AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


YA RAB MERI SOYEE HUI TAQDEER JAGA DAI

AANKHAIN MUJHE DI HAIN TO KARBALA BHI DIKHA DAI

IS SAAL ARBAEEN PAY PAIDAL KARUN SAFAR

YA RAB MUJHE HUSSAIN(as) KA ZAWWAAR BANA DAI


KIA HWA JO MAIN BOHOT GHAREEB HUN

APNE MOLA(as) KAY TO MAIN QAREEB HUN

SAAL BHAR NAMAK SAY ROTI KHAONGA

PHIR BHI KARBALA ZARUR JAONGA


WOH DIN KABHI TO AYGA

WOH KARBALA BULAY GA

HUSSAIN(as) APNE AASHIQO KA DIL NAHI HAI TORTA


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)


JAN MAIN HUSSAIN(as)

HUSSAIN(as)


AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


CARORO LOG TERE ISHQ MAIN SAFAR PAY CHAL DYE

NAJAF SAY KARBALA KI SAMT YEH PAIYADA QAFLAY


QADAM QADAM LIYE ALAM 

SAFAR MAIN HAIN YEH AEHL-E-GHUM

NIGAH SOY KARBALA LABO PAY SUB KAY EK SADA


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)


JAN MAIN HUSSAIN(as)

HUSSAIN(as)


AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


JAHAN JAHAN UTHI NAZAR 

HUSSAIN(as) HI HUSSAIN(as) HAI


GALI GALI NAGAR NAGAR 

HUSSAIN(as) HI HUSSAIN(as) HAI


HAN DEKH LO CARORO SAR 

HUSSAIN(as) HI HUSSAIN(as) HAI


ZAMEEN SAY DEKHO ARSH PER 

HUSSAIN(as) HI HUSSAIN(as) HAI


HUSSAINYO KA RAAHBER 

HUSSAIN(as) HI HUSSAIN(as) HAI


JAHAN MAIN HAR ZABAN PER 

HUSSAIN(as) HI HUSSAIN(as) HAI


HUSSAIN(as) HI 

HUSSAIN(as) HAI


HUSSAIN(as) 


HUSSAIN(as) 


GHAM-E-HUSSAIN(as) MAIN JO ASHKBAR HOTA HAI

KISI BHI MULK SAY HO US SAY PIYAR HOTA HAI

NA RANG-O-NASAL NA MAZHAB KI KOI QAID YAHAN

SABHI KA ZAIREEN MAIN SHUMAAR HOTA HAI


MARHAB CHEHLUM-E-SHABBIR(as) MANANAY WALAY

GOSHAY GOSHAY SAY CHALAY ATAY HAIN ANAY WALAY

MEHW-E-HAIRAT HAIM UMMAIYA KAY GHARANAY WALAY

KEH RAHAY HAIN YA ZAMANAY SAY ZAMANAY WALAY

ZAMANAY WALAY

SHART-E-MAZHAB NAHI JIS MAIN WOH IDARA HAI HUSSAIN(as)

AAJ HAR QOUM YEH KEHTI HAI HAMARA HAI HUSSAIN(as)


HAMARA HAI HUSSAIN(as)

HAMARA HAI HUSSAIN(as)


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)


JAN MAIN HUSSAIN(as)

HUSSAIN(as)


AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


HUSSAIN(as) TUNAY MASLAQO KAY FASLAY MITA DYE

ALAM KISI NAY OR KISI NAY TAZIYE SAJADYE

JO KALMO GO NAHI HAIN WOH BHI TERE DAR PAY AGAY

HAR AADMI KAY WASTAY HAI TERA DAR KHULA HWA


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)


JAN MAIN HUSSAIN(as)

HUSSAIN(as)


AYYAM-E-HUSSAIN(as) 


HUSSAIN(as) 


HUSSAIN(as) 


TERE CHEHLUM KAY LYE 

TERE MATAM KAY LYE


TERE CHEHLUM KAY LYE 

TERE MATAM KAY LYE


AGAY KARBOBALA 

YEH TERE AEHL-E-AZA

BULAND HATH FAZAO MAIN OR LABO PAY BUKA


HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as) 


MATMI KI HAI SADA 

RAH-E-AYAM-E-HUSSAIN(as)


KARBAL AY SADA

RAH-E-AYAM-E-HUSSAIN(as)


CHAHTA HAI YEH KHUDA(jj)

RAH-E-AYAM-E-HUSSAIN(as)


SYEDA(sa) KI HAI DUA

RAH-E-AYAM-E-HUSSAIN(as)


GIR KAY YEH MAZHAR-O-FARHAN NAY SAJDE MAIN KAHA


HUSSAIN(as) 


HUSSAIN(as) 


DIL MAIN HUSSAIN(as) 

HUSSAIN(as)"

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics