Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Azadari Na chhodenge | Farhan Ali Waris | Noha Lyrics

 *Azadari na chorenge*

FARHAN ALI WARIS


Lyrics:


HUSSAIN(a.s.) HUSSAIN(a.s.)

HUSSAIN(a.s.) HUSSAIN(a.s.)


=============


HAI IRADA HAI YEH WADA 

BIBI ZEHRA(s.a.) SE


HAI IRADA HAI YEH WADA 

BIBI ZEHRA(s.a.) SE


BIBI ZEHRA(s.a.) SE


=============


MOHAMMAD(s.a.w.w.) KAY GHARANE SE 

MOHAMMAD(s.a.w.w.) KAY GHARANE SE


WAFADARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


SIYAAH KAPRE SIYAAH CHADAR

HUSSAINI KI NISHAANI HAI

ZABAN PER NOHA KHUWANO KAY

LUTAY GHAR KI KAHANI HAI


KISI QEEMAT PE IS GHAR SE 

KISI QEEMAT PE IS GHAR SE


WAFADARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


ALAMDAR-E-HUSSAINI SE

AZADARO KA WADA HAI

HAWA JITNI MUKHALIF HO

MAGAR APNA IRADA HAI


YEH BAZO KAT BHI JAY TO

YEH BAZO KAT BHI JAY TO


ALAMDARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


HUM AANAY WALI NASLO KO

YEHI BATAIN BATAENGAY

JO HAI AAGHOSH-E-MADAR MAIN

UNHE MATAM SIKHAENGAY


AQEEDAY KI ZAMEENO PER

AQEEDE KI ZAMNEENO PER


SHAJAR KARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


HAMESHA ZOOR-E-BATIL SE

ALI(a.s.) WALAY HI JEETE HAIN

YAZEEDI OR HUSSAINI(a.s.) TO

AZAL SE DO QABEELE HAIN


WOH GHADARI NA CHORENGE

WOH GHADARI NA CHORENGE


YEH GHUMKHUWARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


SHAB-E-ASHOOR KAY JAGAY HOWOO SE 

HUM KO NISBAT HAI

YEH SHAB-E-DARIYAA KIA HAIN

AQEEDAT HAI MAWADAT HAI


MUQADAR KO JAGANA HAI

MUQADAR KO JAGANA HAI


YEH BEDARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


JULOOSO KI YEH SALARI 

ISI GHAR SE HUI JARI

GAY ABBAS(a.s.) DUNIYA SE

MILI ZAINAB(s.a.) KO SALARI


YEH SALARI TO WIRSA HAI

YEH SALARI TO WIRSA HAI


YEH SALARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


MERE MOLA(a.s.) TERE ZAIEER

HADISO KI SANAD LE KAR

TERE ROZE PE AENGAY

TERE JAD KI MADAD LE KAR


YEH SOO HAJJ KAY BARABER HAI

YEH SOO HAJJ KAY BARABER HAI


YEH ZAWWARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


HARAM BHI SATH HAIN TERE

SAFAR MAIN AY MERI DUKHIYA

SAR-E-SHABIR(a.s.) BETI(a.s.) SE 

YEH DOURAN-E-SAFAR BOLA


TUMHARA SATH YEH QAIDI

TUMHARA SATH YEH QAIDI


MERI PYARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE


=============


YEHI HAQ BAAT HAI LOGO

KAHAIN FARHAN OR MAZHAR

IBADAT SE IBADAT KA

TAQABUL HUM KARAIN KYUN KAR


NAMAZAIN BHI PARHENGE HUM

NAMAZAIN BHI PARHENGE HUM


AZADARI NA CHORENGE


AZADARI NA CHORENGE

AZADARI NA CHORENGE

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics