Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Dil Karbala Me Reh Gaya | Raza Abbas Zaidi | Noha | Lyrics

Noha: dil karbala me reh gaya

noha reciter raza abbas zaidi


HUSAIN(ASWS).....3


Kya Poochte Ho Ahle Aza, Kya Karu Bayan


Mai Zair E HUSAIN(ASWS), Aur Ek Nauhakhwan


Aaya Hun Karbala Se Basad Ranj Aur Fuga


Koi Kare Sawal, Aansun Hai Kyun Rawan


Dil Karbala Mein Rah Gaya, Mai Aagaya Yahan.....2


 


Yeh Dil Bina HUSAIN(ASWS) Ke Paye Sukoon Kahan


Dil Karbala Mein Rah Gaya, Mai Aagaya Yahan.....2


 


Naam E HUSAIN(ASWS) Kafi Tha Rone Ke Waaste


Ek Ek Kadam Rulati Hai Yun Karbala Mujhe


Pehle Main Kahaimaga He Husaini (ASWS) Pe Ruk Gaya.....2


Yaad Aagaya Ke Ek Bahan Yahan Thi Nauha Khwan


Gurbat Mein Katl Hogaya Mazloom Bewatan


Mai Bhai Bhai Kehti Thi Lasha Bahan Bahan


 


Nikla Main Uske Baad Khaiyam E HUSAIN(ASWS) Se


Aasar Thodi Door The Qatle Yadain Ke


Dekha Maqam E Bazu Burida Main Ro Diya......2


Kaise Pukara Hoga Wafaon Ka Aasmain


Mere Hath Nahi Hai


Mere Hath Nahi Hai


 


Nazdeek Tha Maqam E ALI AKBAR (ASWS) E Jawan


Girya Quna Thi Sehra Liye Chand BIBIYAN(SAWS)


Aawaz Ek Fazaon Mein Dil Ko Hilti Thi......2


Baba Mile To Kehna Ke Kehta Tha Ek Jawan


Hai Jaan Ab Labon Par Barchi Na Kehench Na


Bole Pidar Se AKBAR (ASWS) Barchi Na Khenchna


 


Gehwara Ek Choti Imarat Mein Tha Rakha


Gehware Mein Shuluka Tha Ek Khoon Mein Bhara


Ghehwara Choom Choom Ke De De Ke Loriyan.....2


Lagta Tha Keh Rahi Ho HUSAIN(ASWS) O HASAN (ASWS) Ki Maa


Maan Kurban ASGHAR (ASWS) Jaan Aajaao


 


Han Woh Makam Jo Ke Zameen Se Baland Tha


Beti ALI (ASWS) Wa ZEHRA (SAWS) Ki Pohuchi Basad Buqa


Dekhi Jo Chalti Gardan E Shabbir (ASWS) Par Churi


BIBI (SAWS) Pukari Baba Gazab Hogya Yahan


ZAINAB (SAWS) Lipat Ke Baap Se Deti Rahi Sada


Sattar Kadam Ka Fasla Bhai Bahan Mein Tha


 


Jannat Nisha Hai Aaj Bhi Rauza HUSAIN(ASWS) Ka


Maqsood E Qaiyenat Hai Baba HUSAIN(ASWS) Ka


Itne Ameer Baap Ke Bete Ne Kyun Kaha


Faryad Karrahi Ho Jo Sookhi Hui Zuban


AMMA (SAWS) Gareeb Hun Mai


AMMA (SAWS) Gareeb Hun Mai


 


Manzar Bada Ajeeb Tha Rehan Aur Raza


Maktal Ke Simt Jaane Lage SHAH E KARBALA (ASWS)


Aur Neend Se Sakina (Saws) Ke Chehre Pe Waarm Tha.....2


Godi Mein Leke SHEH (ASWS) Ne Kaha Ab Na Ho Fuga


Meri SAKINA (SAWS) Ko Neend Aa Rahi Hai

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics