Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Haider e Karrar | Nadeem Sarwar | Noha Lyrics

 Nadeem Sarwar " Haider e Karrar "


Ya Ali a.s Moula Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s

(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s Ya Ali a.s Ya Ali a.s) 2

(Jaan-e-Chaman Tu

Sheerin Sukhan Tu

Rab Ka Dahan Tu

Shah-e-Zaman Tu) 2

(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s Ya Ali a.s Ya Ali a.s) 2

(Uski Duniya Ghulam Hoti Hai) 2, Jo Ali a.s Ka Ghulam Hota Hay

Rang Haider a.s Ka Jis Pe Charh Jaaye, (Uska Mar Kar Bhi) 2 Naam Hota Hay

(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s, Ali a.s Moulana Ya Ali a.s) 2

(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) 2

Haan, Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar

Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Peero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar

Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Peero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Shaaho'n Sey Bhi Aala Hain Tere Dar Key Gadagar

Kartey Hain Ghulami Teri Duniya Key Sikandar

Aala Hain Ameero'n Sey Faqeero'n Key Muqaddar

Jannat Key Hain Taajir Teri Dehleez Ke Noukar

Nara-e-Haidari a.s Moula

Nara-e-Khaibari Moula 

Nara-e-Safdari Moula

Nara-e-Qambari Moula

Meesum Ney Lagaya Hay Yehi Nara Sar-e-Daar

Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Peero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) 2

Allah Ka Anmol Jo Shahkar Bana Hay

Islam Ka Aala Jo Alamdar Bana Hay

Mushkil Main Jo Nabiyo'n Ka Madadgaar Bana Hay

Wo Saarey Imamo'n Ka Jo Sardar Bana Hay

Kul-e-Iman Hain Moula 

Deen Ki Shan Hain Moula

Shah-e-Mardaan Hain Moula 

Sher-e-Yazdaan Hain Moula 

Kehty Hain Nabbi s.a.w.w Apna Jissey Waris-e-Dastar

Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Peero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Saadaat Ki Pur Azm Qayadat Main Ali a.s Hai

Shabbir a.s Ke Andaaz-e-Ibadat Main Ali a.s Hai 

Sajjad a.s Ki Zainab s.a Ki Khitabat Main Ali a.s Hai

Abbas a.s Key Parcham Ki Jalalat Main Ali a.s Hai

Ali a.s Asghar Main Bhi Moula

Ali a.s Akber Main Bhi Moula 

Aal-e-At'har Main Bhi Moula

Haan Bahattar Main Bhi Moula

Hai Pak Gharana Tera Islam Ka Mey'Maar

Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Peero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) 2

Sarkar a.s Ye Sab Ap Ki Zoja s.a Ki Dua Hay

Ghar Ghar Main Jo Ye Matamam-e-Sadaat Bapa Hay

Har Dil Terey Bacho’n Ka Aza Khana Bana Hay

Aankhain Hain Najaf Dil Main Bassi Karb-O-Bala Hai

Ham Azadar Hain Moula

Ham Wafadar Hain Moula 

Terey Gham Khuwar Hain Moula

App Sardar Hain Moula

Sarkar Bana Lijiye Apna Hamain Zawwar 

Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s

(Shah-e-Mardaan Sher-e-Yazdaan Quwwat-e-Parwardigar 

La Fata illa Ali a.s La Saif illa Zulfiqar) 2

(BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.s) 2

Meri Har Fikar Main Har Soch Main Rehta Hai Ali a.s 

BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.s

Noor Ban Ker Meri Aankho'n Main Chamakta Hai Ali a.s

BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.s

Ishq Ban Kar Meri Saanso'n Main Samaya Hai Ali a.s 

Misl-e-Qur'an Merey Dil Main Dharakta Hai Ali a.s 

Abr-e-Rehmat Ki Tarha Mujh Pe Barasta Hai Ali a.s 

(Shah-e-Mardaan Sher-e-Yazdaan Quwwat-e-Parwardigar) 2

La Fata illa Ali a.s La Saif illa Zulfiqar

Ali a.s

Ali a.s 

Ali a.s

Ali a.s 

Ali a.s Ali a.s Ali a.s 

Ali a.s Ali a.s Ali a.s 

Fatah-e-Khaiber 

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Nafs-e-Payamber s.a.w.w 

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Saqi-e-Kousar

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Nabiyo'n Ka Yawar

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Waliyo'n Ka Rehbar

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Gohar-e-Mimber

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Hai Sheyr-e-Dilawar 

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Mera Qoul O Muqadar 

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Sahifa-e-Falak

Haider a.s Haider a.s

Wazeefa-e-Malak

Haider a.s Haider a.s

Hai Arsh-e-Ula Talak

Haider a.s Haider a.s

Shehanshah-e-Najaf

Haider a.s Haider a.s

Nuqta-e-Ba Sharaf

Haider a.s Haider a.s

Sada Hai Har Taraf

Haider a.s Haider a.s

Moula Moula 

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Moula Moula

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Moula Moula 

Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics