Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Hur Aa Raha Hai Akbar | Noha | Mir Hasan Mir | Noha | Lyrics

 Mir Hasan Mir

"Hur araha ha Akbar lyrics


●Hur Araha Hai Akbar Seenay Usay Lagao

Hur Ibn Rihai Hai Ja Mairay Bhai


●Hur Araha Hai Akbar Seenay Usay Lagao

Mehmaan Ko Hamaray Khaimay Main Lay Kay Jao


●Khud Yad Hoga Us Ko, Pani Tha Us Nay Roka

Khudar Woh Bohat Hai, Sharminda Hum Say Hoga

Piyasay Hain Saray Bachai, Us Ko Na Yeh Batao


●Dekho Woh Chal Raha Hai,Maidan Main Larkharakar 

Girnay Say Phailay Akbar Sambhalo Us Ko Jakar

Aey Mairay Shahzaday Jaldi Qadam Barhao


●Abbas Apnay Dil Say Har Baat Saaf Kardo

Maa Fatima Kay Sadqay Hur Ko Muaf Kardo

Jakar Alam Kay Us Ko Saye Main Lay Kay Jao


●Beta HasiQaidi Kaisay Kisi Ko Daikhay

Mairi Taraf Say Kholo Tum Us Kay Hath Jakay

Baba Khafa Nahi Hai Jakar Usay Batao


●Tum Say Bhi Phailay Marnay Jayega Us Ka Beta

Ji Bhar Kay Daikh Lai Woh Apnay Pisar Ka Chehra

Kam Waqt Reh Gaya Hai Jakar Usay Batao


●Ta Hashar yeh Kareema Sab Yad Hi Rakhai Gi

Mehmaan Ka Pasina Khud Saaf Hum Karaingain

Fizza Hamari Maa Ka Romal Laikay Jao


●Jis Dum Suni Ali Ki Beti Nay Yeh Sadayain

Anso Baha Kay Usko Dainay Lagi Duaien 

Hur Kay Ghulam Ko Bhi Izzar Say Lai Kay Jao


●Maa Fatima Kay Lab Par Us Kay Liye Dua Hai

Gurbat Main Us Nay Hum Par Ahsaan Kar Diya Hai

Hur Kay Ghulam Ko Bhi Izzat Say Lay Kay Jao


●Sajjad Ka Biyaan Ho Kehti Thin Bint e Zehra

Bhai Ki Jaan Bachaye Ek Aur Habib Aya 

Maira Salam Fizza Pohncha Kay Us Ko Ayo

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics