Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

HUSSAIN Ya Hussain | Nadeem Sarwar Noha Lyrics

 Noha Hussain ya hussain by nadeem sarwar


Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Chaa Gayi Shaam e Ghareeban e Haram

Ab Na Ghaazi Hai Na Ghaazi Ka Alam

Ek Beemar Hai Wo Bhi Lab e Dum

Saare Aalam Main Bapaa Hai Matam

Jal Chuke Kheme Layeen

Loot Chuke Sar Se Rida

Dasht Main Aati Hai

Saadat Ke Rone Ki Sada…

Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Ya Hussain Kushta e Taigh e Jafaa

Ya Hussain Sibt e Rasool e Khuda

Haaye Sar Bar Sar e Naiza Tera

Dar Badar Le Gayi Fauj e Aadam

Be Kafan Laasha e Be

Sar hai Ghareeb e Zehra

Hai Badan Ghoron Se

Paamal Tera Wa Wela….

Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Nainwaa Dasht e Bala Karbala

Kion Hui Jor o Jafaa Karbala

Kiya Thi Piyason Ki Khata Karbala

Kuch Tou Kah Kuch Tou Bata Karbala

Apne Mehmaan Pe Bandish e Paani Kion Kar

Jis Ki Madar Ko Mehar

Main Mila Hauz e Kausar

Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Ek Maqtal Main Baahtar Laashe

Bhaanje Bete Bhateeje Piyaase

Paara Paara Hue Saare Aise

Aik Quraan ke Paare Jaise

Khaak Udd Udd Ke Shaheedon

Ka Kafan Banti Thi

Khulud Se Fatima Zehra

Ki Sadaa Aati Thi..

Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Ek Taraf Behta Tha Darya e Furaat

Ek Taraf Piyaason Pe Mushkil Thi Hayaat

Baad e Shabeer Aseeron Ki Yeh Raat

Kaise Guzri Tann e Sajdaad Ke Sath

Koi Bhai Ko Koi Roti Thi Beton Ke Liye

Be Kasi Ye Thi Ke Aanso

Na The Aankhon Ke Liye

Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Fatima Zehra Ye Deti Hain Ye Dua…

Ta Qayaamat Rahe Ye Farsh e Azaa

Yunhi Aati Rahe Maatam Ki Sada…….

Yunhi Aati Rahe Maatam Ki Sada..

Ho Har Aik Lapp Pe Hussaini Nauha

Hashar Main Shah ke

Azaadaron Se Pursa Loongi

Main Azaadaron Ko Jannat

Ki Basharat Doongi

Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Alwida Laash e Ghareeb e Ghurbaa

Alwidaa Laash e Jamee o Shuhdaaa

Alwidaa Be Kafan o Be Watanaa

Alwidaa Aal e Ghareeb Zehra

Zindagi Hai Tu Ye Seene

Hain Aansu Haazir

Werna Moula Hamara Hai Salaam e Aakhir…

Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Karte Sarwar o Rehan Dua…

Hum Se Raazi Hon Janab e Zahraa

Dil Ki Dhadkan Main Hai Matam Ki Sada….

Dil Ki Dhadkan Main Hai Matam Ki Sada…

Saare Aalam Main Biche Farsh e Azaa

Nasal Dar Nasal Ye

Maaam ye Azaadar Rahen

Panjtan e Paak Sadaa

Inke Madadgaar Rahen

Ya Hussain……..

Ya Hussain………

Ya Hussain………

Haaye……………….

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics