Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Ibne Muljim Ne Haider Ko Mara | Rone Walo Qayamat Ke Din Hain | Shahadat Imam Ali As | Mesum Abbas Noha | Lyrics

 Noha :Ibn e muljim n Haider (as) ko mara

Noha Khuwan: Meesum Abbas


Aye rozadaro aaho buka ke ye roz hain Sadaat per nuzoole bala ke ye roz hain Sartaj e Ausiya ki Aza ke ye roz hain Tumse vida e Sher e Khuda kay ye roz hain


ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN IBNE MULJIM NE HAIDER KO MARA ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN

Humse bichra hai mola hamara Roza daro qayamat kay din hai


IBNE MULJIM NE HAIDER KO MARA ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN


1) Khaake bewarisi hai saron per Kalay parcham lage hain gharon per Hum se bichra hai maula hamara

ROZA DARO QAYAMATH KE DIN HAIN


2) Shab ye uneesween kysi aayi Khoon me dooba Mohammad ka bhai Roraha hai sahar ka sitara

ROZA DARO QAYAMATH KE DIN HAIN


3) Ibne muljim sitam kaisa dhaya Qabr me Sayyeda ko rulaya Kaise bachon ka hoga guzara

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN


4) Taigh sar pe Ali kay lagi hai Aaj shamme Imamat bujhi hai Dil yateemo ka hai para para

ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN


5) Maa kay marne ka gham kam nahi tha Aik kohe alam aur toota Sog me ghar hai Zehra ka sara

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN


6) Ghar me Haider kay aaho fughan hai Eid nazdeek gham ka samaa hai Aisa Ramzan na aye dobara

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN


7) Umme Kulsoom Zainab se boleen Aaj baba ne aankhen na kholeen Maine shaana hila kar pukara

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN


8) Sina kobi ko "Rehan" o "Mesum" Kyun na farsh e aza pe chalain ham Ghamzada chaar su hai nazara

ROZADARON QAYAMAT KAY DIN HAIN IBNE MULJIM NE HAIDER KO MARA ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics