Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Haider Haider Haider Farhan Ali Waris Noha Lyrics

Haider Haider Lyrics in English text
Haider Haider Haider Haider Haider Haider

 

Man Kuja Haider Kuja

Fatah E Khaibar Rooh E Payambar Mani E Kausar Haider
Qibla E Aalam, Kaaba O Zam Zam, Mahram O Mahram Haider
Naimal Ameeri Khum E Ghadeeri Sheeren Daleerin Haider
Is My To Takbeer Quwat E Shamsheer Aya E Tatheer Haider


Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula

Haider Haider Haider

Rukhsar Tery Subhani Aqwal Tery Qurani
Allah Ka Tu Chehra Hai Andaz Tery Rehmani
Toheed Sy Kaisa Rishta Yeh Bat Agar Na Mani
Ali Dast E Khuda Ali Mushkil Kusha Hai
Nabi Ka Jaan Nasheen Hai Ali Haq Aashna Hai

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Wajib Hai Wilayat Teri Quran Mein Midhat Teri
Jinnat Farishty Insan Har Dill Py Hakoomat Teri
Mashoor Khazana Tera Mashoor Sakhwat Teri
Tu Hi Behr E Sakhawat Tu Hi Shah E Wilayat
Shajar Dariya Sitaray Karen Teri Ita’at


Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Ali Sultan E Aalam Ali Sardar E Adam
Ali Noor E Elahi Ali Mehboob E Khatim
Ali Shah E Wilayat Ali Jan E Risalat
Ali Mehr E Imamat Ali Behr E Sakhawat
Ali Aaqa Ali Maula Ali Taskeen E Payghambar
Ali Kaaba Ali Qibla Ali Masjid Ali Mimbar
Ali Murshid Ali Hadi Ali Quaid Ali Rehbar
Ali Shafi Ali Kafi Ali Zam Zam Ali Kosar
Ali Eesa Ali Moosa Ali Khizar O Ali Yahya
Ali Hakim Ali Aadil Ali Jannat Ali Tooban
Ali Data Ali Mehrza Ali Ashraf Ali Mola
Imam E Mashrik O Maghrib Sharif E Yasrab O Batha
Ameen E Wahi E Payghambar Imam E Masjid E Aqsa
Aleem O Aalim E Asrar E Subhanallah Zi Asra
Ali Wali Ali Aali Ali Maula Ali Aala
Ali Maula Ali Maula Ali Maula

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Ek Waqaiya Hijrat Ka Tareekh Ny Aisy Likha
Kuffar Bhi Dhoka Khaye Ashab Ny Nah Pehchana
Mabood Ki Marzi Ly Li Us Rat Tu Aisa Soya
Shab E Hijrat Ka Bistar Sab Hi Hairan O Shashdar
Yeh Sony Wala Banda Ali Hai Ya Payambar


Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Hai Kon Namazi Sooraj Bhi Gawahi Dy Ga
Fuzto Ki Sada Mein Pinhaan Woh Raaz Bashar Na Samjha
Islam Ki Dolat Kya Hai Ek Zarb Teri Ek Sajda
Tery Ausaf Aisy Kisi Mein Bhi Na Dekhy
Alam Dy Dy Muhammad Khuda Talwar Bhaijy

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Jo Ishq E Ali Mein Dooba Sooraj Ki Tarha Sy Ubhra
Nadan Ko Dy Danai Yeh Ishq Safar Hai Aisa
Jab Ishq Hunar Dikhlaye Pathar Ko Bana Dy Heera
Ali Waris Hamara Ali Waris Tumhara
Kahen Farhan O Waris Lagao Mil Ky Nahra

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Mann Kuja Haider Kuja

Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula



Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics