Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi | Nasir Zaidi | Lyrics

Na alam na chacha
Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi.
Jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)

Raah takti rahi shiddat-e-pyaas mein.
Kat gaya din isi aas hee aas mein.
Koi aaya nahi jaane kya ho gaya.
Shaam ho gayi.

Na alam na… (x2)

Pani lenay gayay deyr kyun ho gayi.
Din dhala aye chacha shaam-e-gham aa gayi.
Khushk hai aye chacha mera ab tak gala.
Shaam ho gayi.

Na alam na… (x2)

Kis ko awaaz doo’n hoo ke maidaan mein.
Kaun hai jo sunay is bayaabaan mein.
De rahi hoo’n tumhain jaanay kab se sada.
Shaam ho gayi.

Na alam na… (x2)

Laut aao ke paani nahi chahiye.
Khao mujh par taras ab Khuda ke liye.
Mashk khaali hi le aao ab to chacha.
Shaam ho gayi.

Na alam na… (x2)

Jaakay maidaa’n mein baba bhi aaye nahi.
Ab to jhoolay mein Asghar bhi haaye nahi.
Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa.
Shaam ho gayi.

Na alam na… (x2)

Ro rahi hai phupphi chin gayi hai ridaa.
Maartay hain tamaachay mujhe ashkiyaa.
Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa.
Shaam ho gayi.

Na alam na… (x2)

Baazuoa’n mein rasand baandhnay aa gayay.
Khainch ke le gaye durr mere kaan se.
Ho gaya khoo’n se tar saara kurta mera.
Shaam ho gayi.

Na alam na… (x2)

Lo chacha su-e-zindaa’n chali ghamzada.
Alvida alvida  aye qateel-e-jafa.
Lijiye aap se ho rahi hoon juda.
Shaam ho gayi.

Na alam na chacha… (x2)

Noha Rehaan majlis mein sun ke tera.
Chashmay giryaa’n ko ye hosh kab hi raha.
Kab sehar ho gayi aur kab din dhala.
Shaam ho gayi.

Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi (x2).

Voiceof Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics