Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

mazar e Fatima SA | Nadeem Sarwar Noha Lyrics | ندیم سرور نوحا لیرکس | مزار فاطمہ

Mazar E Fatima s.a (Nadeem Sarwar)

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Haye… Dekho Mazar Fatima Kitna Udas Hai
Ya Mazlooma, Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma, Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Dekho Mazar Fatima Kitna Udas hai
Bs Ek Nishane Sang He Turat ke Pass Hai
Mehroom Chumnay Say bhi Har Haq Shenas Hai
Boly Zaman Dy Ga Balla kya Jawab Tu
Mashar Main Mustafa Ky Jab Aye Ga Roohbru

Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Haye Allah re Yah-fatima Zahra Ki Beybasi
Ek Shama Bhi Jalny Ko Ata Nahi Koi
Tanha Hai Ek Goshy Main Beti Rasool Ki
Charoo Tarf Madine Main Pheli Hai Roshni
Tooty Hue Mazar Say Lepti hai Beykasi

Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra – Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Boley Zamine Ka Tery Daman Mainn Kuch Na Tha
Zahra Ny Har Namaz Main Di Hai Tujy Dua
Tu Ek Tooti Qabar Hi Zahra Ko Dey Saka
Jab Dekhte Hein Ujri Hue Qabr e Syeda
Lagta Hai Jesy Dhoop Main Behti Hai Fatima

Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra – Ya Zahra….
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Zahra Woi Ky Jis Ky Pissar hain Hassan Hussain
Zahra Woi Ky Jis Ky hain Shohr Shahe Honain
Zahra Woi Ky Jis Ky Jo Dill E Pegambri Ka Chain
Asia Luta ye Chian K Ghar Bar Lut Gaya
Ek Dill Tha Fatima Ka Jo 100 Bar Kat Gaya

Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Hayeee Pehlu Main Apky Hein Hassan Zain Ul Abdeen
Bakhar bhai,aur Jafar e Sadiq bhi hain yahin
Haye Kisi Ki Qabar Salamat Bhi Ab Nahi
Mahshar Main Apna Dard Suanie Gai Fatima
Umat Main Jo Keya Hai Bataie Gi Fatima

Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Gurbath Rasool zadi ki padhti hai Marsiya
Hasrath se tak ta rehta hai roza Rasul ka
Aankhon mein Ashk cheeqte hain wah Mohamada
Farshe Aza bichane ko Ajaye ye Imam
Zehra ka Gham manane ko ajayee Imam

Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Han Bibi Tumre Lal ke Ghamkavr Aye Hain
Jane Kahan Kahan Say Azadar Aye Hain
Noha Sunane Ap Ky Zawar Aye Hain
Yeh Aarzu Thi Ankon Sy Miti Lagye Gain
Socha Naw Tha Keh Fatia Parhe Naw Paye Gain

Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Zawar Chup Hai Sara Baqyia Udas Hai
Karbobla Kamosh Madina Udas Hai
Har Ek Nabi ka Chahny Wala Udas Hai
Bibi Ko Qabar Main bhi Sakoon Hai Na Chain Hai
Haye Pasliyou Py Hath Zuban Per Hussain Hai

Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra
Ya Mazlooma Ya Zahra
Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra
Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics