Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Salam GHAZI (ASWS) Lyrics Of Salam GHAZI (ASWS) | Nadeem Sarwar Lyrics

Bawafa YA ABBAS (ASWS).....4

Bawafa          GHAZI (ASWS) Mere.....4

Bawafa ......Ya ABBAS (ASWS)......2

 

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS).....2

 

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

 

Jagah Jagah Hai Alam Gawahi, Dilon Pe Teri Hai Badshahi......2

Labon Pe Tera Hi Naam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

 

Tere Alam Ka Hai Humpe Saya, Alam Pe Saya Hai PANJETAN (ASWS) Ka

Baland Tera Maqam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

 

Alam Ka Jub Se Hua Hai Saya, Zameen E Karbobala Pe MAULA (ASWS)

Tera Hai Chalta Nizam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

 

Tu Bawafa Hai , Tu Lafatah Hai, Be Aasron Ka Tu Aasra Hai

Jahan Mein Charcha Hai Aam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

 

HUSAIN MAULA (ASWS) Se Pyar Karna, HUSAIN (ASWS) Par Jaan Nisar Karna

Yahi Hai Tera Payam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

 

Jo Tere Bazu Kalam Na Hote, Aaseer AHLE HARAM (ASWS) Na Hote,

Na Jaati ZAINAB (SAWS) Yun Shaam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

 

GULAM (ASWS) Sharminda Hai Yeh MAULA (ASWS), Na Lasha Khaimon Mein Leke Jaana

Tha Lab Pe Tere Qalam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

 

Jawad O Sarwar, Jub Aaye SARWAR (ASWS), Burida Bazu Tha Ibne HAIDER (ASWS)

To Kaise Karta Salam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)

Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)



Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics