Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Noha Lyrics | Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam | Munajat Mola Abbas | Noha Lyrics

SAQAA E HARAM, RAKH LENA BHARAM
HUM DAR PE TUMHAARE AAYE HAIN

ABBAS ABBAS YA ABAL FADHLIL ABBAS

TUM BHI NAHI HUMKO THUKRANA, HUM DUNYA KE THUKRAAE HAIN


1.AB SAARE SAHARE TOOT CHUKE – HUME APNE PARAYE LOOT CHUKE
TUM APNI PANAHO ME LELO HUM GHAM SE BOHOT GHABRAAYE HAIN

2.ASHKON KI ZUBAA(N) PEHNCHANTE HO – JO DIL ME HAI WHO JAANTE HO
HUM KEH NAHI SAKTE TUM SUNLO BAS HAATHON KO PHELAAYE HAIN

3.HAR SOONI GODI KHIL JAAYE – HAR BETI KO RISHTA MILJAAE
UN CHEHRO(N) KO RONAQ DEDO JO GHAM KE SABAB MURJHAAE HAIN

4.MOLA TUM BAAB E HAWAAIJ HO – ROZE PE UNHE BHI BULWALO
GHURBAT KE SABAB JO AA NA SAKE HUM UNKE AREEZE LAAYE HAIN

5.KHA KHA KE TAMACHE ROTI HAI – ZINDA KI KHAAK PE SOTI HAI
BUJH JAAYE PYAAS SAKINA HUM AANKH AANSU LAAYE

6.DARBAAR SAKHI ABBAS KA THA – KUCH MAANGNA THA LAZIM MAANGA
LEKIN YEH HAQEEQAT BHI HAI QAMAR HUM PURSA DENE AAYE HAI



Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics