Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

ROZADARON KHAAK URAO | 21 Ramzan Noha | Mesum Abbas 2022 | 1443 | Lyrics

AYE ROZADARON KHAAK URAO | Mesum Abbas 2022 | New Noha Imam Ali | 21 Ramzan Noha | Taboot e Imam Ali

ROZADARON KHAAK URAO | 21 Ramzan Noha | Mesum Abbas 2022 | 1443

Listen to the New Imam Ali Noha 2022 by Mesum Abbas in a Traditional Style / Qadeemi Andaz Noha (One Handed Matam) - "AYE ROZADARON KHAAK URAO"

#AyeRozadaronKhaakUrao #MesumAbbas #NohalmamAli2022 #21Ramzan 


"Taboot Uth Raha Hai Janab e Ameer Ka..."

Topic: Shahadat Imam Ali - New Noha by Mesum Abbas 2022 - 21 Ramzan

Roman Urdu Lyrics:

Aye Rozadaro Khaak Uraao Taboot Uth Raha Hai JANAB E AMEER Ka..

Is Din Ko Bhi Ashoor Banao Taboot Uth Raha Hai JANAB E AMEER Ka..

1). HASNAIN Se Karti Thi'n Buka ZAINAB E KUBRA Taza Tha Abhi Madar E Dilgeer Ka Sadma Ab Dagh Yateemi Ka Uthao..

2). Ek Simt Se Taboot Uthayenge Farishte Aur Mehwe Buka Dusri Janib Se Hain Bete SALMAN O ABUZAR Ko Bulao..

3). Ye Ghum Bine Muljim Ne Diya AAL E NABI Ko Sajde Mein Kiya Qatl Mere BABA ALI Ko Aye Logo Mera Dard Batao..

4). Baba Ne Dam E Rukhsat E Aakhir Ye Kaha Tha ABBAS Hai Zamin Meri ZAINAB Ki Rida Ka GHAZI Ko Ye Ahsaas Dilao..

5). Taboot Mera Naaqe Pe Kar Dena Rawana Ruk Jaye Jahan Naaqa Wahi'n Qabr Banana Hai Waqt Wasiyat Ko Nibhao..

6). Ab Kon Bhala Saya E Deewaar Banega Bewao'n Yateemo'n Ka Madadgaar Banega Kufe Ke Ghareebo'n Ko Batao..

7). Ekkiswi (21) Ramzan Qayamat Ka Tha Manzar Thi ZAINAB E Muztar Ki Sada MESUM O MAZHAR Ab Kaise Jiyu'n Koi Batao..







Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics