Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Bataau aapko Kya aali Shaan hai Qura'n | Bataau aapko Kya aali Shaan hai qur'a'n | Beautiful Lyrics

*Bismillah hirrehmaan nirraheem*
*Mere Rasool ke ghar ki _zaban_ hai Quraa'N..*
Qhafiya: Zaban
Radeef: hai Quraa'N..
*میرے رسول کے گھر کی _زبان_ ہے قرآں*
Bataau aapko Kya aali Shaan hai qur'a'n
Jahaan ke liye amn o Amaan hai qur'a'n
Bass ek kitaab ki soorat mey dekhta hai jahaa'n
Fazeelatey to Teri Aasmaan hai qur'a'n
Andheyra kabsey hai kardey ye qalb ko raushan
Ye Mera qalb bhi tera Makaan hai qur'a'n
Agar jahaan mey har Roz padh rahaa hai to
Baroz e hashr tera Saayabaan hai qur'a'n
Rakho na Ghar mey sajaakar isey zaroor padho
Dil e mareez ki ye Itmenaan hai qur'a'n
Balaa hai Sarr pey pareyshaan o ghumzada phir bhi
Mujhey kyu qauf merey Darmiyaan hai qur'a'n
Ba naam e kausar o alhamd o waaqeya jaisey
Kayii gulo'n se bharaa Gulsitaan hai qur'a'n
Yazeediyat sarr e aashoor hai khadaa hairaa'n
Liye Jo saamney Teer o Kamaan hai qur'a'n
Kitaab e Deen e qudaa ko qamoosh mat samjho
*Merey rasool ke Ghar ki zabaan hai qur'a'n*
Jawaani e Ali akbar ka Kya liyaa sadqa ?
Tu chauda (14) sadiyo'n se ab Tak Jawaan hai qur'a'n
Sinaa ki nauk pey chadhkar sunaaya tum jabsey
Ali ke laal tera Madha'khwan hai qur'a'n
Tilaawat e sarr e shabbir ke badaulat hi
Har ek zabaan pey tera Bayaan hai qur'a'n
Na jaaney *"GAAZI"* ko kis din samajh mey aayega
Fazeelato'n se bharaa daastaan hai qur'a'n
-Az Qalam e *"GAAZI"*
08/06/18.

Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. Humanity is nothing without Karbala. All Noha, Marsiya, Salam, Shayari, Sher, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2022. Find your favourite Noha, Marsiya, Manqabat, Qasida, Soz, Salam Lyrics. If not find the Lyrics Just Inform Us by Commenting on Any of the Previously Uploaded Lyrics and we will upload the same for you.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics