Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Ye dushman e zehra pey tabarrey ka silaa hai | Eid e Zehra Manqabat | Tabarra ki Barkat | Lyrics

*Bismillah hirrehmaan nirraheem*
Ye dushman e zehra pey tabarrey ka silaa hai
Jannat jo azadar ke khadmo'n padaa hai
Makhsoos riwaayat hai ye Islam mey dekho
Man kunto rasool e Arabi kisko kahaa hai
Asgar ki hasii dekhkey kehney lagey sab Gul
Ye kaunsa hai phool Jo sehra mey khilaa hai
Maa kehti thi marhab ki tu Hyder se na ladnaa
Ye naam hi dunya ke shujaa'at mey badaa hai
Haibat se hi qudd margaye dushman sarr e maidaa'n
Abbas to Aaraam se saahil pey khadaa hai
Abbas ko khanjar ki zaroorat hi nahi hai
Nazrey hi dilaawar ki layeeno'n ki qazaa hai
Parcham se bandhaa aaj bhi hai mashk e sakina
Ammu se bahteeji na judaa thi na judaa hai
Jitney bhi hai beemaar chaley aaye merey paas
Tum sabki dawaa merey yahaa qaak e shifaa hai
Kuch aur hi padhney ka mazaa badhney lagii hai
Quran ki naizey pey bayaa'n jabsey sunaa hai
Bhooley se bhi bhoolo nahi tum Jung e ohad ko
Ladtaa rahaa bass eak har ek bhaag rahaa hai
Mat samjho hamey aam musalmaan aye mulla
Hum khaum nahi fatema zehra ki dua hai
Darbaar mey Zainab terey qutbey ki adaaye
Pehlu mey imaamat bhi khadaa dekh rahaa hai
Baksheygi nahi saaniye zehra unhey hargiz
Jo bhi shah e mazloom ki majlis mey hasaa hai
Tu apney namaazo'n pey na itraa kabhi waayiz
Sajda'h tera shabbir ke saqdey mey bachaa hai
Kuch log ki aamaal pey poochengey farishtey
Sajdey hai na majlis hai na maatam hai, ye Kya hai
Auro'n ke liye arsh pey hoga kahi jannat
*"GAAZI"* ke liye khuld to bass karbobala hai
-Az Qalam e *"GAAZI"*
04/07/18.

Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. Humanity is nothing without Karbala. All Noha, Marsiya, Salam, Shayari, Sher, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2022. Find your favourite Noha, Marsiya, Manqabat, Qasida, Soz, Salam Lyrics. If not find the Lyrics Just Inform Us by Commenting on Any of the Previously Uploaded Lyrics and we will upload the same for you.

Comments

Popular posts from this blog

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Baraye Dil e Dukhtar | Nadeem Sarwar | Ali Jee | Nauha | Lyrics

Jab Rida Sar Se Chhini Mai Sada Deti Rahi | Tu na Aaya Ghazi | Urdu | Mir Hasan Mir Lyrics