Posts

Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Noha Lyrics | Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam | Munajat Mola Abbas | Noha Lyrics

SAQAA E HARAM, RAKH LENA BHARAM HUM DAR PE TUMHAARE AAYE HAIN ABBAS ABBAS YA ABAL FADHLIL ABBAS TUM BHI NAHI HUMKO THUKRANA, HUM DUNYA KE THUKRAAE HAIN 1.AB SAARE SAHARE TOOT CHUKE – HUME APNE PARAYE LOOT CHUKE TUM APNI PANAHO ME LELO HUM GHAM SE BOHOT GHABRAAYE HAIN 2.ASHKON KI ZUBAA(N) PEHNCHANTE HO – JO DIL ME HAI WHO JAANTE HO HUM KEH NAHI SAKTE TUM SUNLO BAS HAATHON KO PHELAAYE HAIN 3.HAR SOONI GODI KHIL JAAYE – HAR BETI KO RISHTA MILJAAE UN CHEHRO(N) KO RONAQ DEDO JO GHAM KE SABAB MURJHAAE HAIN 4.MOLA TUM BAAB E HAWAAIJ HO – ROZE PE UNHE BHI BULWALO GHURBAT KE SABAB JO AA NA SAKE HUM UNKE AREEZE LAAYE HAIN 5.KHA KHA KE TAMACHE ROTI HAI – ZINDA KI KHAAK PE SOTI HAI BUJH JAAYE PYAAS SAKINA HUM AANKH AANSU LAAYE 6.DARBAAR SAKHI ABBAS KA THA – KUCH MAANGNA THA LAZIM MAANGA LEKIN YEH HAQEEQAT BHI HAI QAMAR HUM PURSA DENE AAYE HAI Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

Namaz E Wahshat Ka Tarika | Namaz E Wahshat E Qabar Shia | नमाज़े वहशते कब्र का तरीका

नमाज़े वहशत ए कब्र का तरीका किसी भी मोमिन का जब इंतेक़ाल हो जाता है और जब उसको दफ्न करके वापस आया जाता है तो उसी रात नमाज़े वहशत ए कब्र पढ़नी होती है मोमिन के दफ्न होने के बाद उसी रात किसी भी वक़्त नमाज़े वहशत ए कब्र को पढ़ा जा सकता है ! मासूमीन का फरमान है के मोमिन के दफ्न होने के बाद सदक़ा दे, मोमिन के लिए सबसे बेहतरीन ख़ैर का सबब होगा उसके अज़ाबे कब्र और फ़िशारे कब्र में नरमी होगी तो उस सूरत में सदक़ा देना चाहिए और नमाज़े वहशत ए कब्र पढ़नी चाहिए ! मय्यत पर कब्र की पहली शब बहुत सख़्त वहशतनाक होती है जिसमे कमी के लिए दो रकत नमाज़ हदया ए मय्यत और दो रकत नमाज़ ए वहशत पढ़नी चाहिए जिसका तरीका इस तरह है ! नियत:- नियत करनी है फलां इब्ने फलां मरहूम के लिए में नमाज़े वहशत ए कब्र पढता हूँ क़ुर्बतन इल्ललाह ! आपको मरहूम का नाम याद नहीं आ रहा तो क़स्द करने फलां मोमिन के लिए में नमाज़े वहशत ए कब्र पढ़ रहा हूँ ! पहली रकत में सुराह हम्द के बाद एक बार आयात अल कुर्सी ! और दूसरी रकत में सुराह हम्द के बाद 10 मर्तबा सुराह इन्नलज़लना पढ़े फिर सलाम पढ़ लेने के बाद ये आयात पढ़े ! अल्लाहुम्मा स्वल्ले अला ...

Ya Ali Ya Hussain Lyrics || Noha Reciter: Nadeem Sarwar || Album: Nadeem Sarwar – 2009

Image
Ya Ali Ya Hussein Allah  x3 Allah hee Allah  x4 Tu hee Tu Allah, Allah Tu hee Tu Allah  x2 Jo Mohammad ka wafadar hai, Allah uska, Karbala uski, Najaf uska, Madina uska, Zindagi hai to bus Ali ki tarha, Maut aye to Ya Hussain, Hussain! Ya hussain   x6 Ya Ali, Ya Hussain   x4 Awaaz e Muhammad ka asar khatam na hoga  x2 Thak jayega suraj yeh safar khatam na hoga. Ya Ali, Ya Hussain   x3 La raib pay Rasool ki dono hain zebo zen Pehlu mein Ya Ali hai, to godi mein Ya Hussain Godi mein Ya Hussain! Loho qalam ka ilm ka sadiq hai Ya Ali Jab tak Khuda ka mulk hai malik hai Ya Hussain Malik hai Ya Hussain! Yeh ilm ka dar sabr ka ghar khatam na hoga. Thak jayega suraj yeh safar khatam na hoga   x2 Ye saltanat e ishq hai khuddar milengay Salmano Abuzar say wafaadar milenge Wafaadar milenge! Qasim yahan Mesum say jigar taar milenge Jinay kay liye marnay pay tayyar milengay Tayyar milengay! Kat jaye zaban ishq magar khatam na hoga Thak jaayega suraj ye safar k...

Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi | Nasir Zaidi | Lyrics

Na alam na chacha Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi. Jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Raah takti rahi shiddat-e-pyaas mein. Kat gaya din isi aas hee aas mein. Koi aaya nahi jaane kya ho gaya. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Pani lenay gayay deyr kyun ho gayi. Din dhala aye chacha shaam-e-gham aa gayi. Khushk hai aye chacha mera ab tak gala. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Kis ko awaaz doo’n hoo ke maidaan mein. Kaun hai jo sunay is bayaabaan mein. De rahi hoo’n tumhain jaanay kab se sada. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Laut aao ke paani nahi chahiye. Khao mujh par taras ab Khuda ke liye. Mashk khaali hi le aao ab to chacha. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Jaakay maidaa’n mein baba bhi aaye nahi. Ab to jhoolay mein Asghar bhi haaye nahi. Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Ro rahi hai phupphi chin gayi hai ridaa. Maartay hain tamaachay mujhe ashkiyaa. Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa. Shaam ...

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Waqte Akhir Shahe wala se yah Akbar Ne Kaha mat dikhana Meri Amma ko kaleja Baba Dekhte hi vo tadap jayegi Mera Chehra mat dikhana Meri Amma ko kaleja Baba Dekhte hi mere Lashe ko tadap jayegi Gar kaleja nazar aaega to mar jayegi Baba Kamzor Hua Karta Hai Dil Har man Ka Ek Hi Baar Mein maiyat Ko nahin le Jana Baba thak Jana to lashe ko kahin rakh dena Baith kar khak per aaram zara kar lena Jis ghadi khaime me le jaenge maiyat Meri  EK kohram bapa hoga qayamat Hogi  Hoga yun khoon mein dooba hua lasha Mera Rakh ke sine per Mere Hath Kaha Tha Ma ne Dasht Mein Dhyan kaleje per bhi rakhna bete Chhid Na jaaye kahin naize Se Tumhara Seena Jis ghadi man Ki nigahen Ho Mere seene Par Us Ghadi rakhna kaleje ko aba ke andar Bus yah kah Dena Ki Ab gesuyon wala Na Raha Yaad aati hai bahut Fatima sughra Meri Jaane kis HAL Mein dukhiyari mariza hogi Kaun Batlaye Use Mar Gaya Bhayya Mera Yun Mubarak na kisi ma ka muqaddar tute Ma se Pardes Me Jaise Ali Akbar Chhoote Gunjti Reh Gayi 'Haider' Y...

Salam GHAZI (ASWS) Lyrics Of Salam GHAZI (ASWS) | Nadeem Sarwar Lyrics

Bawafa YA ABBAS (ASWS).....4 Bawafa          GHAZI (ASWS) Mere.....4 Bawafa ......Ya ABBAS (ASWS)......2   Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS).....2   Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS) Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)   Jagah Jagah Hai Alam Gawahi, Dilon Pe Teri Hai Badshahi......2 Labon Pe Tera Hi Naam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS) Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)   Tere Alam Ka Hai Humpe Saya, Alam Pe Saya Hai PANJETAN (ASWS) Ka Baland Tera Maqam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS) Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)   Alam Ka Jub Se Hua Hai Saya, Zameen E Karbobala Pe MAULA (ASWS) Tera Hai Chalta Nizam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS) Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)   Tu Bawafa Hai , Tu Lafatah Hai, Be ...

प्यारे नबी की प्यारी नवासी | शाम को कैदी बनके चली है

pyare nabi ki pyari nawasi shaam ko qaidi banke chali hai sabr ki malika zahra ki pyari shaam......... dekh rahi hai koi to aaye shana pakad kar kaash bithaye na hai sawari na hai amaari shaam......... bhai bhatije bhanje bete saat watan se aayi thi leke haaye muqaddar aaj akeli shaam......... beton ko sadqa bhai pe karke jisne kiye thay shukr ke sajde chod ke tanha laash ko uski shaam......... jiski kanezay nikle na bahar balwe may laaye usko sitamgar haaye ye ghurbat binte ali ki shaam......... kitne hi qaidi jisne chudaye aaj wo bibi sar ko jhukaye ek rida ki banke sawaali shaam......... socho wo manzar sarwar-o-rehaan bhai ho jiska warise quran kaise wo bibi ashq bahaati shaam......... Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.