Posts

Showing posts from September, 2021

Celebrating the Birth of Imam al-Mahdi, the Awaited Savior

The Wiladat (birth) of Imam al-Mahdi, also known as Imam-e-Zamana or the Twelfth Imam, is a momentous occasion for Shia Muslims. This day marks the birth of the awaited savior who holds a special place in Islamic eschatology. Join us in exploring the significance of the Wiladat of Imam al-Mahdi and the joyous celebrations that accompany this auspicious event.   1. Birth of the Guiding Light:    The Wiladat of Imam al-Mahdi is celebrated on the 15th day of the Islamic month of Sha'ban. Believed to be born in 868 AD, this revered Imam is considered the twelfth and final successor in the lineage of Prophet Muhammad. Shia Muslims commemorate this day with profound gratitude, recognizing Imam al-Mahdi as the beacon of hope and justice.   2. Anticipation of the Mahdi's Return:    Imam al-Mahdi is believed to be in occultation, a state of concealment, and Shia Muslims await his return as the ultimate guide and justice-bearer. The Wiladat serves as a re...

Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi | Nasir Zaidi | Lyrics

Na alam na chacha Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi. Jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Raah takti rahi shiddat-e-pyaas mein. Kat gaya din isi aas hee aas mein. Koi aaya nahi jaane kya ho gaya. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Pani lenay gayay deyr kyun ho gayi. Din dhala aye chacha shaam-e-gham aa gayi. Khushk hai aye chacha mera ab tak gala. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Kis ko awaaz doo’n hoo ke maidaan mein. Kaun hai jo sunay is bayaabaan mein. De rahi hoo’n tumhain jaanay kab se sada. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Laut aao ke paani nahi chahiye. Khao mujh par taras ab Khuda ke liye. Mashk khaali hi le aao ab to chacha. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Jaakay maidaa’n mein baba bhi aaye nahi. Ab to jhoolay mein Asghar bhi haaye nahi. Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Ro rahi hai phupphi chin gayi hai ridaa. Maartay hain tamaachay mujhe ashkiyaa. Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa. Shaam ...

WAQT E AKHIR SHAHE WALA SE YE AKBAR NE KAHA | MAT DIKHANA MERI AMMA KO KALEJA BABA | LYRICS | HAIDER ALI SHIRAZI

Waqte Akhir Shahe wala se yah Akbar Ne Kaha mat dikhana Meri Amma ko kaleja Baba Dekhte hi vo tadap jayegi Mera Chehra mat dikhana Meri Amma ko kaleja Baba Dekhte hi mere Lashe ko tadap jayegi Gar kaleja nazar aaega to mar jayegi Baba Kamzor Hua Karta Hai Dil Har man Ka Ek Hi Baar Mein maiyat Ko nahin le Jana Baba thak Jana to lashe ko kahin rakh dena Baith kar khak per aaram zara kar lena Jis ghadi khaime me le jaenge maiyat Meri  EK kohram bapa hoga qayamat Hogi  Hoga yun khoon mein dooba hua lasha Mera Rakh ke sine per Mere Hath Kaha Tha Ma ne Dasht Mein Dhyan kaleje per bhi rakhna bete Chhid Na jaaye kahin naize Se Tumhara Seena Jis ghadi man Ki nigahen Ho Mere seene Par Us Ghadi rakhna kaleje ko aba ke andar Bus yah kah Dena Ki Ab gesuyon wala Na Raha Yaad aati hai bahut Fatima sughra Meri Jaane kis HAL Mein dukhiyari mariza hogi Kaun Batlaye Use Mar Gaya Bhayya Mera Yun Mubarak na kisi ma ka muqaddar tute Ma se Pardes Me Jaise Ali Akbar Chhoote Gunjti Reh Gayi 'Haider' Y...

Salam GHAZI (ASWS) Lyrics Of Salam GHAZI (ASWS) | Nadeem Sarwar Lyrics

Bawafa YA ABBAS (ASWS).....4 Bawafa          GHAZI (ASWS) Mere.....4 Bawafa ......Ya ABBAS (ASWS)......2   Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS).....2   Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS) Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)   Jagah Jagah Hai Alam Gawahi, Dilon Pe Teri Hai Badshahi......2 Labon Pe Tera Hi Naam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS) Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)   Tere Alam Ka Hai Humpe Saya, Alam Pe Saya Hai PANJETAN (ASWS) Ka Baland Tera Maqam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS) Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)   Alam Ka Jub Se Hua Hai Saya, Zameen E Karbobala Pe MAULA (ASWS) Tera Hai Chalta Nizam GHAZI (ASWS), Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS) Salam GHAZI (ASWS).....2..... Wafa Ka Tu Hai Imam GHAZI (ASWS)   Tu Bawafa Hai , Tu Lafatah Hai, Be ...

प्यारे नबी की प्यारी नवासी | शाम को कैदी बनके चली है

pyare nabi ki pyari nawasi shaam ko qaidi banke chali hai sabr ki malika zahra ki pyari shaam......... dekh rahi hai koi to aaye shana pakad kar kaash bithaye na hai sawari na hai amaari shaam......... bhai bhatije bhanje bete saat watan se aayi thi leke haaye muqaddar aaj akeli shaam......... beton ko sadqa bhai pe karke jisne kiye thay shukr ke sajde chod ke tanha laash ko uski shaam......... jiski kanezay nikle na bahar balwe may laaye usko sitamgar haaye ye ghurbat binte ali ki shaam......... kitne hi qaidi jisne chudaye aaj wo bibi sar ko jhukaye ek rida ki banke sawaali shaam......... socho wo manzar sarwar-o-rehaan bhai ho jiska warise quran kaise wo bibi ashq bahaati shaam......... Voice of Karbala - Broadcast message of love & protests against terrorism since 1400 Yrs. All Noha, Marsiya, Salam, Soz, Manqabat, Qasida Lyrics 2021.

mazar e Fatima SA | Nadeem Sarwar Noha Lyrics | ندیم سرور نوحا لیرکس | مزار فاطمہ

Mazar E Fatima s.a (Nadeem Sarwar) Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Haye… Dekho Mazar Fatima Kitna Udas Hai Ya Mazlooma, Ya Masooma Ya Zahra Ya Mazlooma, Ya Masooma Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Dekho Mazar Fatima Kitna Udas hai Bs Ek Nishane Sang He Turat ke Pass Hai Mehroom Chumnay Say bhi Har Haq Shenas Hai Boly Zaman Dy Ga Balla kya Jawab Tu Mashar Main Mustafa Ky Jab Aye Ga Roohbru Ya Mazlooma Ya Zahra Ya Masooma Ya Zahra Ya Mazlooma Ya Zahra Ya Masooma Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Haye Allah re Yah-fatima Zahra Ki Beybasi Ek Shama Bhi Jalny Ko Ata Nahi Koi Tanha Hai Ek Goshy Main Beti Rasool Ki Charoo Tarf Madine Main Pheli Hai Roshni Tooty Hue Mazar Say Lepti hai Beykasi Ya Mazlooma Ya Zahra Ya Masooma Ya Zahra Ya Mazlooma Ya Zahra Ya Masooma Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra – Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zah...

Haider Haider Haider Farhan Ali Waris Noha Lyrics

Haider Haider Lyrics in English text Haider Haider Haider Haider Haider Haider   Man Kuja Haider Kuja Fatah E Khaibar Rooh E Payambar Mani E Kausar Haider Qibla E Aalam, Kaaba O Zam Zam, Mahram O Mahram Haider Naimal Ameeri Khum E Ghadeeri Sheeren Daleerin Haider Is My To Takbeer Quwat E Shamsheer Aya E Tatheer Haider Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali Haider Haider Haider Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Haider Haider Haider Rukhsar Tery Subhani Aqwal Tery Qurani Allah Ka Tu Chehra Hai Andaz Tery Rehmani Toheed Sy Kaisa Rishta Yeh Bat Agar Na Mani Ali Dast E Khuda Ali Mushkil Kusha Hai Nabi Ka Jaan Nasheen Hai Ali Haq Aashna Hai Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali Haider Haider Haider Wajib Hai Wilayat Teri Quran Mein Midhat Teri Jinnat Farishty Insan Har Dill Py Hakoomat Teri Mashoor Khazana Tera Mashoor Sakhwat Teri Tu Hi Behr E Sakhawat Tu Hi Shah E Wilayat Shajar Dariya Sitaray Karen Teri Ita’at Dam Dam Al...

Taziyane Shimr Ke aur Matwa Sajjad Hai

HASAN SADIQ (1997) Haye Sajjad Haye Sajjad Taaziyaaney shimr ke aur naatawa Sajjad hai Phir bhi leykar chalrahaa sab kaarwaa Sajjad hai 1) Deen ka hal ilm e hyder asmat e aal e Rasool Aur Quran e qudaa ka paasbaa Sajjad hai 2) is qadar rona lahoo ka karta hai zaaher yehii Aal e Ahmad ke masaayab ka quraa Sajjad hai  ( Mazloom Husain ki zindagi ka Sajjad hai kul sarmaaya Tha markaz itna gairat tha aankho se qoon barsaaya Karbal se leykar Shaam talak har zulm o Sitam apnaaya Saayebaa ki tarah tha Deen pey kiyaa Sajjad ney apna Saaya) 3) jis tarah hai is zamee par aasmaa Saaya figan Us tarah hi dee ke sarr par saayebaa Sajjad hai 4) paas rakhkar kuch Kahaa na qaatil e Akbar Ko bhi Dekho kitna hi rehm Dil mehrbaa Sajjad hai (Aashoor ke Roz zayeefi Mey gayi ho tabdeel jawaani Shabbir ke ghar Mey eak bachii Sajjad hai paak nishaani Taareeq ka jisko yaad raheyga har ek ek ba zubaani Sajjad hai Dard o aalam ki wo aisi purdard kahaani ) 5) qatm ho Sakti nahi jo hashr tak bhi aye Ameen Dard ...